Match sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad
Telecom company's Apne prepaid customers ko bahot sari Services ka labh deti hai unme se ek Balance Transfer bhi hai. India me hum kish tarah sim to sim balance bhej sakte hai aaj hum uske baarein me janenge. India me Telecom Company's ke bahot sare aese customer hai Jo Ish service ka Benefit le rahe hai unme se sayad aap bhi ho sakte hai. Balance Transfer kya hai? Aapke friend ya kisi ko bhi balance ki Jarurt ho tab aap Apne mobile me Kuch USSD code dial kar ke Usko balance bhej sakte hai or Aapko kabhi bhi Jarurt ho tab aap kisi Insaan ke pass se balance le sakte hai, paise bhejne par company aapko kuch Charge karegi bas Ishi service ko balance transfer kahte hai. ish Seva ka Labh Lene ke liye Aapko Apne SIM operater ki Kuch Conditions follow karni bahot jaruri hai. Balance transfer service ka upyog hum kab kar sakte hai? Waise to hum ish Seva ka use kabhi bhi kar sakte hai par yaha hum aapko ish Seva ko use karne ke Kuch Reasons bata d