Skip to main content

Posts

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad
Recent posts

Arby to hindi meaning

Arbic to hindi 1अना =     मै 2 अंता =     तुम 3 कैफ =     कैसे 4 हाल =     हाल 5 मीता =    कब 6 लैस =     क्यों 7 ईस =      क्या 8 नाम =     कयां 9 ईस्म =    नाम 10 गूरफा =  कमरा 11 मोया =   पानी 12 कम =    कितना 13 सोया =    थोड़ा 14 सोया सोया =   धीरे धीरे 15 नग्गिस =    कम 16 सरीर =    चारपाई 17 मर्तबा =    गद्दा 18 बतानिया =    कंब्बल 19 मुखद्दा =    तकिया 20 तलाजा =    फ़्रिज 21 तल्ज = बर्फ 22 बर्द = ठन्ड 23 हार = गरम 24 सबी = करना 25 ला = नहीं 26 माफ़ी = नहीं 27 अइवा = हाँ 28 सुरा = जल्दी 29 बाब = दरवाज़ा 30 इफ्ता = खोलना 31 फुक्कू = खोलो 32 सक्कर = बंद करना 33 गफ्फल = बंद है 34 सुगुल = काम 35 सय्याराह = गाड़ी 36 सगल = इस्टार्ट 37 कफर = टायर 38 जैत् = तेल 39 बैंजीन = पेट्रोल 40 अब्बी = भरना 41अलहिंन् = अभी 42 बाद = बाद 43 गुद्दाम = आगे 44 बरा = पीछे 45 सूफ = देखना 46 गजाज = शीशा 47 बकाला = परचून की दुकान 48 जवादि = दही 49 हलीव = दूध 50 असीर = जूस 51 रूज़ = चाबल 52 लबन = मठठा 53 लेव

ads deakh ke paytm cash kamao

Paytm aaj India Ka subse popular wallet hai. To aaj mai aapko internet se paise kamane ka ek tarika batane wala hu jiski help se aap  free paytm cash  earn kar sakate hai. Aapko sirf videos dekhane hai, aur cash aapke paytm wallet me transfer karani hai. Adzync Site Kya Hai? Ye ek yesi site hai jaha pe daily videos dekhane hai, message send karane hai aur iske badale me ye site aapko free  paytm cash,   Shopclues, Jabong,   Amazon, PVR  ke coupons bhi deti hai jiski help se aap online shopping kar sakate hai. Aur discount pa sakate hai. Aap is site se daily videos ke through 10 points aur message center ke through 2000 points earn kar sakate hai.  Aaj internet par money earn karana bahut hi aasan hai but aapko trusted site malum honi chahiye, nahi to aapka time, work waste ho jata hai. But ye jo site hai ye trusted hai maine 5 baar paytm coupon yaha se redeem kiya hai. Isliye aapko ek baar ye site join karake dekhani chahiye. As well as friends ko refer

Mobile se sim to sim balance transfer kaise kare full Information in Hindi

 Telecom company's Apne  prepaid  customers ko bahot sari Services ka labh deti hai unme se ek Balance Transfer bhi hai. India me hum kish tarah sim to sim balance bhej sakte hai aaj hum uske baarein me janenge. India me Telecom Company's ke bahot sare aese customer hai Jo Ish service ka Benefit le rahe hai unme se sayad aap bhi ho sakte hai. Balance Transfer kya hai?              Aapke friend ya kisi ko bhi balance ki Jarurt ho tab aap Apne mobile me Kuch  USSD code dial kar ke Usko balance bhej sakte hai or Aapko kabhi bhi Jarurt ho tab aap kisi Insaan ke pass se balance le sakte hai, paise bhejne par company aapko kuch Charge karegi bas Ishi service ko balance transfer kahte hai. ish Seva ka Labh Lene ke liye Aapko Apne SIM operater ki Kuch  Conditions follow  karni bahot jaruri hai. Balance transfer service ka upyog hum kab kar sakte hai?   Waise to hum ish Seva ka use kabhi bhi kar sakte hai par yaha hum aapko ish Seva ko use karne ke Kuch Reasons bata d

Website Kaise Banaye in Hindi ( Blogger.com) per

Hello Friends aaj ham online world ka sabse bade sabaal ke jabab ke baare me jaanege – Website, ji hai  website kaise banaye  aaj ham ye jaanege. Agar aap apna online business karna chate ho ya apne kisi knowledge ko duniya se online share karna chate ho to aap ki website hona bhut jaruri hai, or aaj ham janege ki  free website kaise banaye Google ki madad se. Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai bo blogger.com par banegi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai, jisko ham Blog bhi bolte hai. Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai Gamil account Computer Internet  Connection 😉 Website (Blog) kaise banaye Step by step follow karo- Step 1 :   www.Blogger.com  par jao. Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele  Gmail par ek account banaye. Step 2:  Blog bnane ke liye New Blog ki button par