Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le.
2. Yahan Aapko Apna Name, Email, Etc Daalna Hai, Sabhi Details Carefully Fill Kare.
3. Yahan Aap Enrolment Centre Ka Option Dekh Pa Rhe Honge, Bas Apne Nazdiki Aadhar Centre Ko Select Kare.
Agar Aapko Apne Nazdiki Aadhar Centre Ke Bare Me Nhi Pata Hai,
4. Ab Appointment Date And Time Fill Kare, Yaani Kab Aap Free Hokar Near Aadhar Centre Me Visit Kar Sakte Hai.
5. Sabhi Details Sahi Sahi Bharne Ke Baad Fix Appointment Par Click Kare.
6. Ab Yah Aapko Ek Tokan ID Dega, Jise Aap Lekar Apne Nazdiki Aadhar Centre Pahuch Sakte Hai.
Note : Yahan Tak Ki Process Online Thi, Ab Next Process Offline Hai, Eske Liye Aapko Apne Appointment Token ID Lekar Nazdiki Aadhar Centre Jana Hoga.
Aadhar Card Enrolment Centre Jane Se Pahle Kuch Bate Jaan Le
1. Apne Sath Required Document Jaise Apna Passport Photo, Address Proof Etc Le Jana Na Bhule.
2. Aapko Apne Documents Ki Original Or Xerox Copy Lekar Jana Hai, Original Document Sirf Verification Ke Liye Hota Hai, Jo Check Karne Ke Baad Aapko Return Mil Jata Hai.
3. Aadhar Centre Me Aapke Digital Signature, Thumb Scan, Eye Scan Hoga.
4. Sabhi Process Hone Ke Baad Aapko Ek Slip Diya Jayega, Jiska Matlab Hai Aapne Successfully Aadhar Ke Liye Fully Registration Kar Liya Hai, Aapka Aadhar 7 – 15 Dino Me By Post Aapke Address Tak Pahuch Jayega.
Aadhar Card Ke Liye Kaun – Kaun Apply Kar Sakta Hai.
Koi Bhi Citizen Jo Indian Ho, Ya NRI Ho Wo Aadhar Card Ke Liye Aaply Kar Sakta Hai. Niche Kuch States Ke Naam Diye Gye Hai, Ye Hi Online Aadhar Appointment Ke Liye Eligible Hai.
Andhra Pradesh
Arunachal Pradesh
Assam
Bihar
Delhi
Goa
Gujarat
Haryana
Himachal Pradesh
Jammu & Kashmir
Jharkhand
Karnataka
Kerala
Madhya Pradesh
Maharashtra
Manipur
Meghalaya
Mizoram
Nagaland
Odisha (Orissa)
Punjab
Rajasthan
Sikkim
Tamil Nadu
Telangana
Tripura
Uttar Pradesh
Uttarakhand
West Bengal
To Friends Ye Tha Aadhar Card Banne Ka Full Process, Hopefully Aap Sabhi Step Samajh Gye Honge, Agar Aapko Ab Bhi Koi Confusion Hai, To Niche Diye Hue Comment Box Me Apna Swaal, Sujhav Hame Send Kare, Aapke Questions Ka Answer Dene Ki Ham Puri Koshish Karenge.
Article Padhne Ke Liye Aapka DhanyawaadDhanyawaad
dodosto aged aap ki koi problem ho o comments me
Comments
Post a Comment