Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FreeATM Free Recharge: Rs 20 on Signup And Rs. 30 On Referral bonus dene wala app

 friends .apke liye ek Super Loot offer hai. Jisme signup ke liye Rs 20 and Refer ke liye Rs 30 + Rating ke liye Rs 15 balance milega. Ye offer android ke FreeATM application me available hai. Apko sirf application ko install karna hai, phir mobile number se register karna hai. register karne ke turant baad apke FreeAtm Wallet me Rs 20 credit kar diya jayega. Agar aap kisi friend ko ye app refer karte hai toh apko per Refer ka Rs 30 extraa milega.
Play store pe FreeATM application ko rating karne pe Rs 15 wallet me add kiya jayega. FreeATM balance se sabhi network ka mobile Recharge kar sakte hai. Step by step process dekhe kaise FreeATM app pe Signup + Refer + Rating karke free recharge kar sakte hai kisi bhi number pe.



FreeATM App se Kaise Signup + Refer and Rating se Free Money Earn Karte Hai
FreeATM App me Signup Kaise Karenge : Get Rs 20




#1. Sabse pahle Playstore se FreeATM app downlod kare


#2. FreeATM app ko download and Install karke open kare.
#3. Apna mobile number and New password Enter kare.
Rs 20 Bonus
#4. Register pe click kare. Register successfully complete hone ke baad apke FreeATM account me Rs 20 credit kar diya jayega.
Play Store Me FreeATM Ko Rating Karke Rs 15 Bonus Kaise Earn Kare
Registration complete hone ke baad aap FreeATM ko rating karke Rs 15 earn kar sakte hai.
#1. Registration complete hone ke baad FreeATM app open hoga.

#2. Screen pe Rate 5 Star ka option dikhega. Uspe click kare.
#4. Play store open hoga, jisme apko 5 star rating ke sath ek comment bhi karna hai.
#5. Kuch minute ke baad apke account me Rs 15 credit kar diya jayega.
FreeATM ko Refer Karke Rs 30 Kaise Earn Kare
#1. FreeATM open kare.
#2. Screen ke bottom Rs 30 for each share ka option hai usye select kare.
#3. Share pe click kare, Referal link show hoga. Phir se Share pe click kare.
#4. Application ka option show hoga. Whatsapp, message, facebook jaha bhi aap share karna chahte hai link share kare and friend ko bole apke diye gaye link se FreeATM download kare.
Last Words
Taskbuck and Mcent ki tarah FreeATM bhi popular application hai. Agar apko upar ke method me koi bhi problem hai toh comment me question puch sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko