Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

ads deakh ke paytm cash kamao




Paytm aaj India Ka subse popular wallet hai. To aaj mai aapko internet se paise kamane ka ek tarika batane wala hu jiski help se aap free paytm cash earn kar sakate hai. Aapko sirf videos dekhane hai, aur cash aapke paytm wallet me transfer karani hai.



Adzync Site Kya Hai?
Ye ek yesi site hai jaha pe daily videos dekhane hai, message send karane hai aur iske badale me ye site aapko free paytm cash, Shopclues, Jabong, Amazon, PVR ke coupons bhi deti hai jiski help se aap online shopping kar sakate hai. Aur discount pa sakate hai. Aap is site se daily videos ke through 10 points aur message center ke through 2000 points earn kar sakate hai. 
Aaj internet par money earn karana bahut hi aasan hai but aapko trusted site malum honi chahiye, nahi to aapka time, work waste ho jata hai. But ye jo site hai ye trusted hai maine 5 baar paytm coupon yaha se redeem kiya hai.
Isliye aapko ek baar ye site join karake dekhani chahiye.
As well as friends ko refer karane pe aapko 10% lifetime commission milata hai. Is site pe 100 points = Rs.10 paytm cash hai.



    

Points Kaise Earn Kare?

Step 1:

Step 2:
Sign up pe click kare aur email id, password dalkar site join karle.





Step 3:

Join karane ke bad aapko adzync ki team se mail aayega. Aapka email id open karke link ko confirm karle.
Link confirm karate hi aapko Rs.5 (50 Points) ka bonus mil jayega. Agar aapko verification ka mail nahi aaya hai to aap adzynic ke support team se contact kare. Aapka link bhej di jayegi.

Step 4:
Ab watch ad section me jake videos watch karane hai. Videos par click kare 10 seconds tak wait kare aur jo catpcha code hoga wo dal ke confirm karde. Is tarah sare videos dekh le jo ki 10 seconds ke hai. Aapko iskeliye daily 10 points milenge.


Step 5:
Profile section me jake apne paytm wallet ka number waha add karde.

Step 6:
Jab aapke pass 100 points ho jayenge tab aap Rs.10 paytm ke rup me usko withdraw kar sakate hai.

    

Message Center Se Kaise Earn Kare?
Is site se aap message send karke bhi aap points earn kar sakate hai. Daily aap 2000 points earn kar sakate hai yane Rs.200.


Aapko iske liye adznyc site se software download karke apne pc, mobile me install karana hai usse apne whatsapp se connect karana hai.
Aapke pass jitne jyada contacts honge aur aapko unko message send karenge utne hi jayada point’s aapko mil jayenge.
Ye kaise use karana hai, install karana hai ye sari details aapko adzync site pe mil jayenge. Waha pe video hai usse dekharkar aap follow kare.



Cash Kaise Nikale?

Jab aapke pass minimum points ho jayenge to coupons link pe jake aapko jo coupon chahiye wo aap redeem kar sakate hai.

Example:
Aap 100 points ke badale me Rs.10 paytm cash withdraw kar sakate hai.
[]
Friends Refer Kaise Kare?
Aap friends ko invite karake bhi earn kar sakate hai. Har friend’s ki earning me se aapko 10% commission milata hai.


Invite karane ke liye Affiliate Link pe click karake link copy karle.
Copy ki gayi link ko aap apni website, whatsapp, facebook, google+ kahi par bhi share kar sakate hai. Jab koi aapki link se join ho jayega to wo aapka referral ban jayega.
To is tarah hum bahut hi simple tarike se is site se paytm cash earn kar sakate hai. Aaj hi site join kare aur earning start kare. Agar upar di gayi kisi step me aapko koi problem ho to comment me jarur bataye.

Comments

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko