Ad

https://www.effectiveratecpm.com/dx4b2ezdk?key=beb332a658e4180320928de6f457757b

Arby to hindi meaning

Arbic to hindi


1अना =     मै
2 अंता =     तुम
3 कैफ =     कैसे
4 हाल =     हाल
5 मीता =    कब
6 लैस =     क्यों
7 ईस =      क्या
8 नाम =     कयां
9 ईस्म =    नाम
10 गूरफा =  कमरा
11 मोया =   पानी
12 कम =    कितना
13 सोया =    थोड़ा
14 सोया सोया =   धीरे धीरे
15 नग्गिस =    कम
16 सरीर =    चारपाई
17 मर्तबा =    गद्दा
18 बतानिया =    कंब्बल
19 मुखद्दा =    तकिया
20 तलाजा =    फ़्रिज
21 तल्ज = बर्फ
22 बर्द = ठन्ड
23 हार = गरम
24 सबी = करना
25 ला = नहीं
26 माफ़ी = नहीं
27 अइवा = हाँ
28 सुरा = जल्दी
29 बाब = दरवाज़ा
30 इफ्ता = खोलना
31 फुक्कू = खोलो
32 सक्कर = बंद करना
33 गफ्फल = बंद है
34 सुगुल = काम
35 सय्याराह = गाड़ी
36 सगल = इस्टार्ट
37 कफर = टायर
38 जैत् = तेल
39 बैंजीन = पेट्रोल
40 अब्बी = भरना
41अलहिंन् = अभी
42 बाद = बाद
43 गुद्दाम = आगे
44 बरा = पीछे
45 सूफ = देखना
46 गजाज = शीशा
47 बकाला = परचून की दुकान
48 जवादि = दही
49 हलीव = दूध
50 असीर = जूस
51 रूज़ = चाबल
52 लबन = मठठा
53 लेवोन = निम्बू
54 सक्कर = चीनी
55 खबुस = रोटी
56 फूल = दाल
57 समक = मछ्ली
58 दजाज = मुर्गी
59 बैद = अंडे
60 बेद = दुर
61 गरीब = नजदीक
62 मताम् = होटल
63 खफसा = पुलाब
64 महल = दुकान
65 ख़ूदार = सब्जियां
66 मौज = केला
67 बुरतकाल = संतरा
68 जरजीर = पालक
69 तमात = टमाटार
70 पतात = आलू
71 शाहे अखदर = हरा धनिया
72 कबीर = बड़ा
73 सगीर = छोटा
74 ब सत = बीच
75 ज्यादा = ज्यादा
76 कासा = गिलास
77 कुर्शी = कुर्सी
78 जिल्द = कवर
79 सार = बाल
80 आइन = आँख
81 यद् = हात
82 रेगिल = पैर
83 बतन = पेट
84 इस्नान = दांत
85 कोइस = अच्छा
86 माफ़ी = नहीं
87 ला = नहीं
88 ईजी = आना
89 रूह = जाना
90 मिता = कब
91 तरिक = रोड
92 सीधा = सीधा
93 यमीन = राईट
94 इस्सार = लेफ्ट
95 बग्गफ = रुकना
96 एमसी = चलना
97 कम = कितना ?
98 साह = घंटे
99 दगीगाह = मिनट
100 शाह = सही
101 जोवाल = मोबाईल
102 सरिहा = सिम कार्ड
103 रकम = नंबर
104 इसारा = स्ट्रिट लाइट
105 जायज = तैयार
106 इतला = निकलना
107 इस्तनना = खड़े रहो
108 इन्दल = करीब
109 लहदा = थोड़ा रुको
110 मसरूफ़ = व्यस्थ
111 फादी = खाली
112 रज्जा = बापस
113 बेत = घर
114 जवाला = कचड़ा
115 बलदिया = कचड़ा
116 तल्ला = फेकना
117 गैर = बदलना
118 सज्जल = लिखना
119 गरुरा = बोत्तल
120 कासा = गिलास
121 जिब = देओ
122 आती = देना
123 रातिब = सैलरी
124 फुलूस = रूपीए
125  हलाला = पैसे
126 सर्राफ = ए टी एम
127 महत्ता = पेट्रोल पम्प
128 सर्फ़ = चेंज
129 गस्सील = धोना
130 नदीफ् = साफ
131 अब्बल = पहली
132 मर्राह = बार
133 गबल = पहले
134 दुआर = गोल
135 फ़क़त = केवल
136 तल्ज = बर्फ
137 हवेन = कहाँ
138 समता = बैग
139 मतर = बारिस
140 मतार = एअर पोर्ट
141 तमर = ख़जूर
142 शजर = पेड़
143 तुराब = धूल
144 कमर = चाँद
145 नज़्म = तारे
146 शमा = आसमान
147 अर्थ = जमीन
148 समस् = सूरज या धुप
149 योम = दिन
150 बिल्लेल = रात
151 जुम्मा = जुम्मा
152 योमलसप्त = थाबर
153 योमलअहद = इतवार
154 योमलईतनेन = पीर
155 योमलतलाता = मंगल
156 योमलअरबा = बुद्ध
157 योमलखमिस् = जुमेरात
158 इजाज = छुट्टी
159 लम्बा = लाईट
160 नूर = रौशनी
161 मुकेफ = AC
162 तलाजा = फिरिज
163 हम्माम = लैट्रिन
164 सिल्लम = सीड़ी
165 मुफ्ता = चाबी
166 हदीद = लोहा
167 गजाज = शीशा
168 हदिका = पार्क
169 मलयान = भरा हुआ
170 बाबा = पापा
171 मामा = माँ
172 अखु = भाई
173 उखती = बहन
174 बलद = बेटा
175 बिन्त = बेटी
176 अम्मी = चाचा
177 अमती =चाची
178 सदीक = दोस्त्
179 मलाबस = कपड़े
180 मगस्ला = लॉन्ड्री
181 मसगल = ब्युटीपालर
182 सदलिया = मैडीकल स्टोर
183 नादी = जिम
184 कवी = परेस करना
185 नूम = शोना या नींद
186 गूम = उठना
187 बर्राह = बाहर
188 दाखिल = अंदर
189 जुआ = अंदर
190 गाज = गैस
191 सुक = मार्किट
192 रुखसा = लाइसेंस
193 एस्तमारा = गाड़ी के कागज
194 तामिन = इन्सोरैंस
195 दल्ला = ड्राईविंग स्कूल
196 फतुरा = बिल
197 सल्ली = नमाज़
198 ख़ौफ़ = डर
199 इजारा = किराया
200 इमारा = बिल्ड़िंग
201 रककिब= रखना
202 ताहत=  नीचे
203 फोक= उपर
204  फाहीमत=समझना
205 मुमताज=अतिउतम
206 मुफीद=काम की चीज
207 फिकरा हाइलाह=अच्छा विचार है
208 बिकुलली सुरुर =खुसी से
209 हुवा =वह
210 गाबय=बेवकूफ
211 कजजाब=झूठा
212 जलन=गुस्सा
213 हल=क्या
214 इनदीफीकरा =मेरे पास विचार है
215 मीनू= कौन
216 सुनूं =क्या
217 जाकी=होसियार
218 नाहहनु=हम
219 सवा सवा =साथ साथ
220 अबियत=सफेद
221 असवद=काला
222 अहमर =लाल
223 असफर =पीला
224 केहली =नीला
225 वर्दी =गुलाबी
226 अखदर=हरा
227 बुननी =कथथयी
228 जदीद =नया
229 गदीम=पुराना
230 मकसूर=टुटा हुआ
231कस्सर=टूट गया
232 तेहा= गिर गया
233  हास्सल= मिला
234 एम्सिक=पकड़ो
235 खल्ली=छोड़ दो
236 गत्त=फेकना
237 शील=उठाओ
238 अब्गा=चाहिए
239 जरुरी=लाज़िम
240 मायआती=नहीं दूंगा
241 वासत=मिडीयम
242 कफीफ=पतला
243
Arabic Numbers in Hindi
अरबी भाषा के नबर हिंदी में
1        वाहिद
2        इतनेन्
3        तलाता
4        अरबा
5        खमसा
6        सित्ता
7        सवा
8        तमानिया
9        तिस्सा
10      असरा
11      अद्दास
12      इतनास
13      तलात्तास
14      अरबातास
15      खमस्तास
16      सित्तास
17      सबात्तस
18      तमन्तास
19      तीसत्तास
20      अशरीन
21       बाहिद अशरीन
22       इतनेन् अशरीन
23       तलाता अशरीन
24       अरबा अशरीन
25       खमसा अशरीन
30       तलातींन
31       बाहिद तलातींन
32       इतनेन् तलातींन
40       अरबाइन्
50       खमसिंन
60       सित्तिन
70       सबाइन्
80        तमाइन
90        तिस्सीन
100      मियां
1000   अल्फ
2000    अल्फेन्





ads deakh ke paytm cash kamao




Paytm aaj India Ka subse popular wallet hai. To aaj mai aapko internet se paise kamane ka ek tarika batane wala hu jiski help se aap free paytm cash earn kar sakate hai. Aapko sirf videos dekhane hai, aur cash aapke paytm wallet me transfer karani hai.



Adzync Site Kya Hai?
Ye ek yesi site hai jaha pe daily videos dekhane hai, message send karane hai aur iske badale me ye site aapko free paytm cash, Shopclues, Jabong, Amazon, PVR ke coupons bhi deti hai jiski help se aap online shopping kar sakate hai. Aur discount pa sakate hai. Aap is site se daily videos ke through 10 points aur message center ke through 2000 points earn kar sakate hai. 
Aaj internet par money earn karana bahut hi aasan hai but aapko trusted site malum honi chahiye, nahi to aapka time, work waste ho jata hai. But ye jo site hai ye trusted hai maine 5 baar paytm coupon yaha se redeem kiya hai.
Isliye aapko ek baar ye site join karake dekhani chahiye.
As well as friends ko refer karane pe aapko 10% lifetime commission milata hai. Is site pe 100 points = Rs.10 paytm cash hai.



    

Points Kaise Earn Kare?

Step 1:

Step 2:
Sign up pe click kare aur email id, password dalkar site join karle.





Step 3:

Join karane ke bad aapko adzync ki team se mail aayega. Aapka email id open karke link ko confirm karle.
Link confirm karate hi aapko Rs.5 (50 Points) ka bonus mil jayega. Agar aapko verification ka mail nahi aaya hai to aap adzynic ke support team se contact kare. Aapka link bhej di jayegi.

Step 4:
Ab watch ad section me jake videos watch karane hai. Videos par click kare 10 seconds tak wait kare aur jo catpcha code hoga wo dal ke confirm karde. Is tarah sare videos dekh le jo ki 10 seconds ke hai. Aapko iskeliye daily 10 points milenge.


Step 5:
Profile section me jake apne paytm wallet ka number waha add karde.

Step 6:
Jab aapke pass 100 points ho jayenge tab aap Rs.10 paytm ke rup me usko withdraw kar sakate hai.

    

Message Center Se Kaise Earn Kare?
Is site se aap message send karke bhi aap points earn kar sakate hai. Daily aap 2000 points earn kar sakate hai yane Rs.200.


Aapko iske liye adznyc site se software download karke apne pc, mobile me install karana hai usse apne whatsapp se connect karana hai.
Aapke pass jitne jyada contacts honge aur aapko unko message send karenge utne hi jayada point’s aapko mil jayenge.
Ye kaise use karana hai, install karana hai ye sari details aapko adzync site pe mil jayenge. Waha pe video hai usse dekharkar aap follow kare.



Cash Kaise Nikale?

Jab aapke pass minimum points ho jayenge to coupons link pe jake aapko jo coupon chahiye wo aap redeem kar sakate hai.

Example:
Aap 100 points ke badale me Rs.10 paytm cash withdraw kar sakate hai.
[]
Friends Refer Kaise Kare?
Aap friends ko invite karake bhi earn kar sakate hai. Har friend’s ki earning me se aapko 10% commission milata hai.


Invite karane ke liye Affiliate Link pe click karake link copy karle.
Copy ki gayi link ko aap apni website, whatsapp, facebook, google+ kahi par bhi share kar sakate hai. Jab koi aapki link se join ho jayega to wo aapka referral ban jayega.
To is tarah hum bahut hi simple tarike se is site se paytm cash earn kar sakate hai. Aaj hi site join kare aur earning start kare. Agar upar di gayi kisi step me aapko koi problem ho to comment me jarur bataye.

Mobile se sim to sim balance transfer kaise kare full Information in Hindi

 Telecom company's Apne prepaid customers ko bahot sari Services ka labh deti hai unme se ek Balance Transfer bhi hai. India me hum kish tarah sim to sim balance bhej sakte hai aaj hum uske baarein me janenge. India me Telecom Company's ke bahot sare aese customer hai Jo Ish service ka Benefit le rahe hai unme se sayad aap bhi ho sakte hai.

Balance Transfer kya hai?
         


   Aapke friend ya kisi ko bhi balance ki Jarurt ho tab aap Apne mobile me Kuch  USSD code dial kar ke Usko balance bhej sakte hai or Aapko kabhi bhi Jarurt ho tab aap kisi Insaan ke pass se balance le sakte hai, paise bhejne par company aapko kuch Charge karegi bas Ishi service ko balance transfer kahte hai. ish Seva ka Labh Lene ke liye Aapko Apne SIM operater ki Kuch Conditions follow karni bahot jaruri hai.

Balance transfer service ka upyog hum kab kar sakte hai?

  Waise to hum ish Seva ka use kabhi bhi kar sakte hai par yaha hum aapko ish Seva ko use karne ke Kuch Reasons bata dete hai.

(1) Jab aapke pass balance na ho or aapka kisike sath baat karna bahot jaruri ho.

(2) Aap kisiko balance bhejna Chahte ho tab.
Note:- Balance Lene ke liye aap apni SIM operater company se chhota loan bhi le sakte hai.



#  .Airtel to Airtel Balance transfer karne ke liye Steps follow kare:-

=> First, aapko apne mobile me *141# ye USSD Code Dial karna hai.

=> Aapko kuch options dikhenge, waha peShare talk Time ke option  pe click karna hai uske baad Send ke button pe click kar dijiye.
=> aap jis Airtel customer ko balance bhejna Chahte hai yaha uska Mobile number Dalna hai.

=> Amount enter kare I mean aapko jitna balance bhejna hai utna entre kare.

  Agar aap conditions follow karte hai  to balance transfer ho jayega Warna nahi. Airtel sim card se hun pure India me kahi bhi balance bhej sakte hai.

Conditions ( most read):-

=> Balance bhejne or Lene wala dono ke   india ke hone chahiye or dono ke pass airtel ka sim hona jaruri hai.

Example:-  hum india me rahte hai to hum jisko balance bhej rahe hai uska sim card bhi india ka hoNa Chahiye Agar mera pass Airtel ka sim hai to samne waley ke pass bhi Airtel ka hoNa Chahiye.
Airtel to Vodafone, idea,BSNL etc balance transfer karenge to nahi hoga.

=> Balance bhejne or Lene wala done ke sim 60 din purane ho.
Note:- Kuch state aese hai jaha Kuch changed hai.
Up me  Balance transfer ke liye aapka sim 180 din Purana hoNa chahiye.
Dusri conditions same hai bas kuch state me sim card kitna Purana hoNa chahiye usko leke change hai.
Days confirm karne ke liye aap 198 ( toll free) Numbre  me call kar sakte hai.

=> 5 rupiye se lekar aap  101 tak paise bhej sakte ho.

=> Jitna bhej rahe hai usse 10 rupiya extra hoNa Chahiye. Agar aap 10 bhej rahe hai to 20 ka balance hoNa Chahiye.

=> 1 month me 30 baar balance bhej sakte hai.

=> 1 din me 5 Different numbers pe balance  bhej sakte hai.

=>  1 din me 5 alag alag numbers se balance le sakte hai.
=>  Charges:-

10rs bhej rahe hai to 2 rupiye charge lagega ( 10*2) ab me ish tarah likhunga.
20*3, 30*4, 40*5, 51*8, 101*14 agar aap 31 to 40 ke bich bhej rahe hai to 5Rs charge lagega or 52 se 101 ke Bich me balance transfer kar rahe hai to 14rs hi charge rahega.

#  .Vodafone to Vodafone balance transfer karne ke tips:-



=> mobile me aapko Kuch USSD CODE dial karne hai wo ish tarah honge*131*Amount*receiver ka 10 digit  number#
Example:- *131*20*97684XXXXX#

=> Kisike pass se balance Lene ki request bhejne ke liye aap *132*Amount*jiske pass se aap balance Lena Chahte hai uska numbre#
Example:- 20Rs Lena Chahte hai to*132*20*97684XXXXX#

Conditions:-

=> Aap 5 se 30₹ tak balance transfer kar sakte hai.

=> Sender or Receiver Dono ke  Vodafone sim card same circle/state( jaise ki Gujarat, Up, Mp, Haryana etc) ke hone Chahiye.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- Vodafone to idea.

=> 1 din me 1 baar bhej sakte hai or Different Numbre se 3 baar le sakte hai.

=> aap point ( 10.5, 20.5) me balance nahi  bhej sakte hai.

=>Sender ka 90 or Receiver ka sim card 30 din purana hoNa Chahiye.

Balance transfer karne ke liye sender or Receiver ka sim card kitne din purana hoNa Chahiye usko leke thode states me badlav hai. waise aapka sim agar 180 days purana hai to aapko tension Lene ki koi jarurt nahi hai befikar Balance transfer kariye.

1. Bihar, Jharkhand, mp or Delhi me Paise Bhejne/Lene ke liye Vodafone sim card         180 din purana hoNa chahiye or sim             card me minimum 100₹ balance hoNa
Jaruri hai.

=> Charges:-

5 to 9 ( 2₹ charge) , 10 to 19 ( 3₹ charge) And 20 to 29 ( 4₹ charge).

#  .Idea to idea balance transfer karne ke liye steps follow kare:-



=> Apne mobile me *191# USSD CODE dial karna hai.
Note:- Kuch state me USSD CODE Alg hai Jo uppar diya hua code kaam na kare to *191*2#Dial kare, agar aap Delhi me rahte hai to yahi code dial kare.

=> Jisko balance bhejna chahte hai  uska Numbre enter kare.

=> Yaha aap jitne paise bhejna Chahte hai utne enter kare.

Conditions:-

=> Sender or Receiver dono ke sim ek hi Circle/state ke hone chahiye up me rahte hai to Up ke dono sim idea kehi hone chahiye.

=> Bhejne or Lene wala dono ke sim 60 din purane ho or sim 3 baar recharge karwaya hua hoNa Chahiye.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- idea to vodafone.
=> 5 se 50 tak ka balance bhej sakte hai.

=> 1 din me different number pe 2 baar balance bhej sakte hai or 2 baar le sakte.

=> Aap jisko balance transfer karna Chahte hai uske Pass 20 se kam balance hoNa Chahiye.

=> Charge katne se upper aapke pass 2 rupiya extra hoNa Chahiye  Matlab agar hum 5rs bhejna Chahte hai to uska 1 rupiya charge lagega or uske upper humre pass 2 rupiya extra hoNa Chahiye Matlab humare pass total 5rs ka balance transfer karne ke liye 8 rupiye ka hoNa jaruri hai.

Note:- India ke Kuch states me conditions alg hai.

1. Mp me balance transfer ke liye sim card 28 din purana ho or aap 5,10,15,20rs hi balance bhej payenge.

2.Delhi me dono sim 120 din purane hone chahiye or jisko hum balance bhej rahe hai uske pass minimum 10 ka balance hoNa jaruri hai. Yaha bhi hum 5,10,15,20 aese hi balance transfer kar payenge.

=> Charges:-

Aap 5 se 50 ke Bich jitna bhi balance transfer karoge uska 20% charge lagega Aapko.
Example:- Hum 10rs bhej rahe hai to uska
2 rupiya charge lagega or agar 30 bhej rahe hai to 6.

#  .BSNL to BSNL balance transfer karne ka tarika:-



=> Ishke liye aapko ek SMS bhejna rahega,
GIFT<SPACE > RECEIVER NUMBRE <SPACE >AMOUNT  fir 53733/53738 pe SMS bhej de balance transfer ho jayega.
Example:- Agar hum 98054××××× ish Numbre pe 30Rs bhejna chahe to GIFT 98045XXXXX 30 or fir humare bataye hue Numbre or msg send kar dena hai.

Conditions:-

=> 5 se 50Rs tak balance transfer kar sakte hai.

=> Same circle/state ke sim card hone Chahiye.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- BSNL to idea.

=> Sender ka sim 90 or Receiver ka 30 din purana hoNa jaruri hai

#  .Aircel to Aircel balance transfer karne ke tips:-


=> Mobile me *122*666# dial karna hai.

=> Ab ek menu aayega.

=> Balance transfer option se aap talktime bhej payenge.

Conditions:-

=> 5 se 100Rs tak balance transfer kar sakte hai.

=> Din me 1 baar bhej sakte hai or 1 baar le sakte hai.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- Aircel to idea.

=> Same circle/state ke sim card ho.

=> Per transaction 2Rs charge lagega.


#  .Telenor ( uninor) to Telenor balance transfer karne ki tips:-


=> Mobile me *202*Receiver numbre*Amount# ab dial button pe click kare.
Example:- maan lo mujhe Kisi Numbre pe 20rs ka balance bhejna hai *202*97694XXXXX*20#

Conditions:-

=> 5 se 50rs tak balance transfer kar sakte hai.

=> Same circle/state ke sim card ho.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- Telenor to idea.

#  .TataDocomo to tatadoCoMo Balance transfer karne ki tips:-

=> Aapko BT<SPACE> RECIEVER NUMBRE<SPACE>AMOUNT fir aapko 54321Numbre pe SMS send karna hai.
Example:- BT 96459XXXXX 40 than send msg.

Conditions:-

=> 5 se 50rs tak balance transfer kar sakte hai.

=> Sender ka sim 90 or Receiver ka 30 din purana hoNa chahiye.

=> Same state ke sim card ho.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- tatadoCoMo to idea.

# .Reliance to reliance balance transfer karne ki tips:-

=> Mobile me *312*3# dial karna hai.

=> Jis Numbre pe balance bhejna Chahte hai wo Numbre dalna hai.

=> Amount dalna hai.

=>  pin magega  usme aapko 1 dalna hai.

Conditions:-

=> 3 month din purana hoNa chahiye.

=> 5 se 100rs tak balance transfer kar sakte hai.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- reliance to idea.

=> Balance transfer ka kuch charge lagega.


#  .MTNL to MTNL balance transfer karne ki steps:-

=> Apne mobile me 1403 ( toll free) Numbre dial karna hai aapko 4 digit secret pin  Generate karna rahega agar aaone pahle se kar liya hai to no issue.

=> Ab aapko *450# secret 4 digit PIN* Amount* Receiver mobile numbre#
Agar aapko 30rs balance bhejne hai or maan lijiye ki aapka pin 6789 hai to aap*450#6789*30*98760XXXX# ish tarah USSDcode dial kar sakte hai.

Conditions:-

=> 5 se 15 ke Bich paise bhej rahe hai to 3Rs ka charge lagega or 16 to 50 ke Bich jitna bhi balance bhej rahe hai uska 20% charge lagega.

=>5 to 50rs tak balance bhej sakte hai.

=> Same circle/state ka sim ho.

=> Pin change karni hoto aap call centre se kar sakte hai.

=> other Sim operater me Balance transfer nahi kar sakte.
Example:- MTNL to idea.

My Suggestions:- 

Dosto, Telecom company's apni Conditions or Charges future me  kabhi bhi change kar sakti hai so Agar aapko balance transfer karne me koi problem aaye to aap hume Comment kar ke puch sakte hai ya fir  198 ( toll free)Numbre pe call kar ke bhi jankari le sakte hai.

  Balance transfer karne me aa rahi problem ka Solution aap humse Chahte hai to aapko Apne state ka name, Konse state me balance bhej rahe hai, Kitna balance bhej rahe hai, aapka or aap jisko balance bhejna Chahte hai unka sim card kitne din Purana hai or din me kitni baar balance transfer kiya tha. Please dosto itni information ke sath aap comment karna taki hum aapki puri sahayta kar Paye or Aapki help karne me Hume bahot khushi hogi.

  Aasha karta hu ki aapko ye Article accha laga hoga or please aap ise social media pe friends or family ke sath share kare taki aapke Dwara unki bhi help ho paye.






Website Kaise Banaye in Hindi ( Blogger.com) per

Hello Friends aaj ham online world ka sabse bade sabaal ke jabab ke baare me jaanege – Website, ji hai website kaise banaye aaj ham ye jaanege.
Agar aap apna online business karna chate ho ya apne kisi knowledge ko duniya se online share karna chate ho to aap ki website hona bhut jaruri hai, or aaj ham janege ki free website kaise banayeGoogle ki madad se.
Start karne se Phele me kuch baate hai jo me aap ko batana chata hu ki, ham jo website bana rahe hai bo blogger.com par banegi. Blogger.com Google ki hi ek service hai or ye bilkul free hai, jisko ham Blog bhi bolte hai.
Website (Blog) Banane ke liye kin-kin chijo ki jarurat hai
Website (Blog) kaise banaye
Step by step follow karo-
Step 1: www.Blogger.com par jao.
Agar aap ke paas phele se Google account (gmail) account hai to aap us se login kare ya fir phele Gmail par ek account banaye.
Step 2: Blog bnane ke liye New Blog ki button par click kare
Step 3: ek naya page khulega
Is page par aap ko apne blog ka tital, uska link (url) or uska template select karna hai. iske baad Create Blog ki button par click kare.
  1. Title – Isme aapko apne Blog ka Naam Likhna hai.
  2. Address – Blog ka kya address dena hai. jo phele se kisi ka naa ho. Badiya Address kaise select kare
  3. Template  – Niche diye huee template me se template ko select kate. Pade kaise Change karte hai Template ko
  4. Create Blog! – Last me is button par click kare.
ye lijiye aapki website bankar teyaar hai.



to dpsto aged blog banane me problem ho to comment karo aur jayeda se jayda share kare

Meeso Started story in Hindi

 Meesho कंपनी की शुरुआत की कहानी परिचय आज के समय में ऑनलाइन शॉपिंग हमारी जिंदगी का अहम हिस्सा बन गई है। लोग अब सिर्फ बड़े ब्रांड्स से ही नही...