Match sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad
Hum jab Blogger par free blog banate he tab hume ekTemplate chose Karna hota he. Lekin blogger ka template bahut purani aur Boeing hota he, uski design bhi achi nehi hoti. Is liye Hume ek designing template apne blog par upload karna hota he.
Hum log bahut ummid ke sath blog banate he aur usme ache se ache New Article bhi published karte he. Phir bhi humara blog/website par high traffic aur visitor nehi mil pata he. Iska main reason hota he website look acha na hona. Blogging me kamiyab hone ke liye aur blog se achi income ke liye best article ke sath blog ka design simple aur attractive hona chahiye. Nehi to log aapke site par aayegi jorur but apke bearing blog design ke karan woh turant dusri site par chala jayega
Agar abhi tak aap samaj nehi paye ki Template kiya he aur uska kam kiya he to thik se samje- Aapne dekha hoga ki har ek site ki Design aur look alag alag hota he. Woh is liye he kiu ki unsab site par alag alag template (Theme) use kiya gaya he. Blog ki design Template se hi hoti he.
Internet par aise bahut site he jaha se hum Blog ke liye template Free me template download kar ke usko Blog par upload Kar sakte he. Jese kigooyaabitemplates.com,soratemplates.com,btemplates.com etc. Blog template free aur paid dono me available he.
Imported Tips:- Hum jab blogger blog ke liye Template download karte he tab woh Template Zip yaRar file me hota he. Zip file ko pahchan ne ke liye aapne jo template download kiye he uska Name (Title) ke Last Me Zip likha hoga (Ex- Your-Template-Name.zip). Problems ye hota he ki Blogger blog sirf aur sirf
XML file hi support karta he. Kisi dusra File jese ki zip aur Rar support nehi karta. Is liye Template download karne ke bad Zip file ko XML file me Badal kar usko Blog par upload Karna padhta he. Template Zip ya Rar file ko XML file me kaise badle janne ke liye ye post padhe- Zip file ko XML me kaise badle
Step-1:- Blogger Blog ki template change karne ke liye hume sabse pehle Blogger.com par Jana hoga.
Step-2:- Ab apko Blog ke Dashboard par jana hoga.
Step-3:- Blog dashboard me Template section me jakar Backup/Restore pe click kare.
Step-4:- Backup/Restore pe click karne ke bad Ek pop-up window page open hoga-
Hum log bahut ummid ke sath blog banate he aur usme ache se ache New Article bhi published karte he. Phir bhi humara blog/website par high traffic aur visitor nehi mil pata he. Iska main reason hota he website look acha na hona. Blogging me kamiyab hone ke liye aur blog se achi income ke liye best article ke sath blog ka design simple aur attractive hona chahiye. Nehi to log aapke site par aayegi jorur but apke bearing blog design ke karan woh turant dusri site par chala jayega
Agar abhi tak aap samaj nehi paye ki Template kiya he aur uska kam kiya he to thik se samje- Aapne dekha hoga ki har ek site ki Design aur look alag alag hota he. Woh is liye he kiu ki unsab site par alag alag template (Theme) use kiya gaya he. Blog ki design Template se hi hoti he.
Template Kaha Se Download kare
Internet par aise bahut site he jaha se hum Blog ke liye template Free me template download kar ke usko Blog par upload Kar sakte he. Jese kigooyaabitemplates.com,soratemplates.com,btemplates.com etc. Blog template free aur paid dono me available he.
Imported Tips:- Hum jab blogger blog ke liye Template download karte he tab woh Template Zip yaRar file me hota he. Zip file ko pahchan ne ke liye aapne jo template download kiye he uska Name (Title) ke Last Me Zip likha hoga (Ex- Your-Template-Name.zip). Problems ye hota he ki Blogger blog sirf aur sirf
Blog Template Kaise Change kare
Step-1:- Blogger Blog ki template change karne ke liye hume sabse pehle Blogger.com par Jana hoga.
Step-2:- Ab apko Blog ke Dashboard par jana hoga.
Step-3:- Blog dashboard me Template section me jakar Backup/Restore pe click kare.
Step-4:- Backup/Restore pe click karne ke bad Ek pop-up window page open hoga-
- Download Template pe click karege to aapki blog par abhi Jo template laga huya he woh download ho jayega. Ye download karna is liye joruri he ki agar template change karne ke bad koi problems aati he blog ko open hone me to aap Phir se wohi template blog par upload kar payege.
- Choose File pe click karke apko device se template ki file select karna hoga jisko aap blog par upload karna chate ho.
- Upload Template file(XML) select karke Upload par click kare. Upload pe click karte hi Template Upload ho jayega.
Friend's apne seekh liya Blog template kaise change kare. Phir bhi Template update karne me koi problems aati he to to jorur comment karke bataye. Hum aapke help jorur karenge.