Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FACEBOOK ACCOUNT NAME SINGLE KAISE KARE

ACEBOOK ACCOUNT NAME SINGLE KAISE KARE

facebook profile name ko single maltab bina last name (surname) ke  bhi set kiya ja sakte he. Agar aap Apne facebook 
friends ko aapna last name dikhana nehi chahate ho to aap is trick ke madat se apna Facebook account name ko single kar sakte ho. pichle post me aap ko bataya tha ki facebook profile name change kaise kare. Apne nehi padhi to Yeha click karke aap padh sakte ho.


facebook world ka No1 social network site he. ek Research ke mutabik har aadmi daily 25 minit Facebook par online hoti hai. Facebook se hum hajaro friends ke tuch me rahe satke he. unse chat, voice call or video call ke madat se bate kar sakte he. Aapni family or ristedar se aap jude rahe sakte he.


 Facebook par popular hone ke liye log aapna Facebook account name edit karke stylish karte. Or kuch log aapna facebook name ko single kar deta he. jisse unka profile par shrif fast name hi dikhta he, jo Facebook profile par ekdom cool dikh ta he. Jisse Aapko Facebook friends ko impressed karne me madat milega.


facebook par single name kaise set kare


Aap sidhe Facebook  name edit option par jakar Facebook profile name ko single nehi kar sakte. Iske liye aapko kuch smart work karna hoga. Facebook profile name ko single karne ka bahut sari tarika hai. lekin mai aapko sabse Simple tarika me Facebook account name single karke dikhaungi. Facebook last name hide karne ke liye Muje step to step follow k



First Step:- Facebook single name set karne ke liye sabse pahele aapko language change karna hoga. Apko Tamil language select karna hoga. Tamil language select karne ke bad Facebook ke sara option Tamil me ho jayega. jisse aapko Next step follow karne me problems hoga.  isliye hum har step ke last me Link ke sath photo bhi diya he. Photo dekh kar link se us page par ja ke task ko pura par sakte ho. language change karne ke liye Niche link par click karke sidhe Facebook language page me jakar Tamil ko select kare.
https://m.facebook.com/language.php
Facebook single name

Second step- Tamil language select karne ke bad aapko Facebook setting me Name edit option par jana hoga. niche link par click karke Name edit option par ja sakte ho. name edit option par jake 1 number par apna Facebook fast name, 2 number par middle name and 3 Number par last name hoga. fast name ko chor ke baki dwo option ko khali chorde or 4 number ka 'review change' par click kare.

https://m.facebook.com/settings/account/?name&refid=70
Facebook last name
Third Step:- eview change par click karne ke bad Jo page khulega oha aapko apna Facebook password enter karna hoga.
how to make single name on Facebook

congratulation Aapk Facebook account name single ho chuka ha. ab apka Facebook profile name shrif fast name dikhega. Agar Is trick ko use karten time kyi problems aati hai to comment karke bataye muje aapki help karne mai khushi hogi. or Post ko share karna na bhule.









FACEBOOK GROUP KAISE BANATE HAIHAI

Agar aap ek Facebook user hai to aap kyi na kyi Facebook group ke sath jude honge. Facebook par account he aise kyi ki Facebook user facebook group created karke apne facebook friends ko group join karne ke liye invite kar sakte he.



Kuch log Facebook page aur Facebook group me deference nehi samajh pate. Unke liye mai bolna chahuga Facebook page aur groups dono alag alag chiz hai. Jese ki- Facebook page kisi chiz ki promotion karne ke liye banaya jate he aur Group sab logo ke ray, update ya phir question lene ke liye banaye jate he.

Facebook Group Kiya Hai


Facebook Group ek community ki tarha hota hai. Facebook group ke har members group me post update kar sakta he, group ke dusre post ko dekh Sakta he, kisi ko Group me add bhi kar sakte he.


Aap kyi bhi topic par Facebook Group create kar sakte ho- Jese ki Love, Photographs, sairy. Aap kisi place ya institute ke nam se bhi facebook group bana sakte ho- jese ki cities ke naam se, town ke naam se, School & college ke name se bhi Facebook group banaye ja sakta he. Kisi topic par logo ki help karne ke liye Facebook Group create kar sakte ho- jese ki agar apki kyi

blog ya website he to aap Facebook groups create karke website topic kar Question post karne ko bol sakte ho.


Facebook Group 3 type ke hota hai- (1) Public group, (2) Closed group, (3) Secret group.

1. Public Group- Public group me kyi bhi group join karne ka request kar sakte he. Public group ka post sabi dekh sakte he, chahe woh group members ho ya nehi.
 2. Closed Group- Closed group ka post, photos aur new update sirf group member hi dekh sakta he. Group member nehi hai aisa kyi bhi Group me kiya chal raha he dekh nehi sakta. Lekin kyi bhi facebook users joining request send kar sakta hai.
3. Secret group- jese ki naam se hi pata chalta he ye secret group bahar ke logo ke liye nehi hai. Group me member nehi hai aisa kyi bhi vakti na group ko, na group post ko dekha sakta he. Is group me kyi tabhi add ho sakta hai jab kyi members kisi ko add kare.

Facebook Group Kaise Banaye


Facebook group create karna tarika ekdom easy hai. Bas apko fb group ka kuch basic knowledge hona chahiye. Facebook new group create karne ke liye niche diye step follow kare-


Step-1:- Facebook new group banane ke liye apko sabse pehle Facebook.com par jakar log in karna hoga.

             Log in To Facebook         


Step-2:- Ab apko Facebook Down Arrow par click karke Create Group par jana he kare.
                                  ⏬
Select-create-group

Step-3:- Ab apke samne ek new window open hoga. Yeha par apko Facebook group details bhar kar Group Create karne hoga. Niche screenshot me dekho-
                                   ⏬
Submit-your-group-details
                                    ⏬     
  1. Name your group- Yeha apko apni group ka name dena hoga. Apko kyi bhi Group name choose kar sakte ho apni group ke liye.
    2. Add some people- Yeha se aap apni friends ko add kar sakte ho. Kyi bhi ek friends ko add karna joruri hai, nehi to group create nehi ho payega.
  3. Select privacy- privacy sabse imported chiz he facebook Group ke liye. Yeha par tin option he- Public, closed, secret. inme se aap kisi ek ko choose kare. In tino privacy ke bare me maine upar details me bataya hai aap dekh sakte ho.
    4. Last me  Create  me click Kare


Step-4:- Ab Choose an icon page open hoga. Apko apni group ke liye Icon choose karna he. Aap kisi ek ko selected karke  OK  par click kare. Aur nehi choose karna he to Skip par click kare.
                                  ⏬
Choose-your-group-icon

Step-5:- Apke Facebook group bankar tayar he. Ab aap Group cover me ek achi si photo upload(1) kare aur apni Friends ko group me add kare.
                                   ⏬       
Setup-fb-group

Mobile Se Facebook Group Kaise Banaye


Facebook mobile App se Fb Group create karna aur bhi jada asan hai.


Step-1:- fb group banane ke liye apko Facebook app ke Menu Bar me click karke Create Group par jana hai.
                                   ⏬
Select-create-group

Step-2:- Ab jo page open hoga usme apko Group name aur member add karna he.
                                    ⏬ 
Add-some-person

   1.Yeha par apko apni Group Name dena hoga.
2. Aap apni kisi ek friend ko apni group me add kijiye.
      3. Ab  Next  par click kare.


Step-3:- Yeha par apko apni group ke Privacy choose karna he. Public, Closed aur Secret me se kisi ek ko select karke  Create  par click kare.
                                   ⏬
Choose-your-privacy

Step-4:- Congratulation... Apki Facebook group ban chuka he. Ab aap apni group me ek achi cover photo(1) upload kare aur apni friends ko add(2) kare group me.
                                   ⏬
Setup-your-group

Is article me Maine apko bataya Facebook group kaise banate hai.  Fb group banate time agar apko kyi problems hota he to comment karke batana na vule. Aur ek baat post ko social media par share jorur kare



Dosto mari batai gai jankari SE aap santust nahi hai to comment box me ouch shakte hai

Comments

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko