Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

Online Railway Booking Kaise Kare

 ऑनलाइन रेलवे बुकिंग कैसे करे
Online Railway Booking Kaise Kare
Online Railway Booking Kaise Kare
Online reservation karne ke liye zaroori hai ki apke kisi bank account mein net banking ki suvidha ho. Ya apke paas atm card/debit card/ credit card ho jiske jariye aap ticket ka paisa online hi jama kar saken. Iskay saath hi aap par mobile ho jisse apka ticket banne par app par ticket ka message aayega jise dikha kar tatha apna koi bhi parichay patra dikhakar aap rail mein yatra kar sakte hain. To chaliye jane Online Railway Booking Kaise Kare – Step By Step Guide.


Dosto aaj kal safar karna utna bhi mushkil nahi raha jitna pahle hua karta thha. Kyuki aaj kal suvidhaye bahut zada badh chuki hain. Pahle ke jamane main safar karne se zada mushkil kaam hota thha ticket book karna. Agar baat purane jamane ki kare toh pahle agar ticket mil jaye toh logo ki adhi pareshani solve ho jati thhi yane ki ticket mill jane par unhe lagta thha ki unn logo ne apna adha safar complete kar liya hain. Lejin aaj ayesa kuchh bhi nahi hain.
Aaj humare desh ne itni unnati kar li hain ki aaj safar karna aur ticket booking karna dono bahut zada asan ho chuka hain. Balki aaj kal toh ticket ko book karne ke liye hume ghar se bahar jane ki bhi zarurat nahi padti kyuki online ek ayesi cheez hain jiske dwara hum mushkil se mushkil kaam bhi ghar baithe aur badi asani se kar sakte hain. Thik ussi tarah se hum ghar baithe hi Railway ticket, bus ticket, air ticket ki booking badi asani se ho jati hain. Lekin ghar baithe ticket ko book karne ke liye humara yeh jan lena bahut zada zaruri hain ki online ticket ko book karne ke liye hume kya karna chahiye.

Step 1
Sabse pehle Indian railway ki online reservation website http://www.irctc.co.in/ ko open karen.
Step 2
Yadi aap ismay registered hain aur apka account hai to apni User ID aur password dalkar apna account open karen. Yadi app registered nahin hain to sabse pehle is website mein registered hone ke liye sign up par click karen. Ek easy form aayega jise bharkar app registered ho jaayenge aur apko User ID aur password  mil jaayenge jiske dwara aap apne indian railway ke account mein jaa sakenge.
Step 3
User Id aur Password se login karne ke baad website ka naya page khulega jisme baye haath ki taraf  box honge.
Pehla box From Station ke paas hoga. Uske andar us station ka naam likhen jahan se aap yatra karne jaa rahe hain.
Doosra box To Station  ke pass hoga. Uske andar us station ka naam likhen jahan tak aap yatra karna chahte hai.
Teesre box Jorney Date ke paas hoga jiske paas ek calendar sa bana hoga. Us par click karte hi calendar aa jayega. Usmein se mouse ke dwara Iskay baad ke box ke pass ticket type likha hoga jisme se apko E-ticket ya I- ticket mein s ek ka chunav karna hoga. E-ticket lene par apko ticket aapki email id par aur I-ticket lene par apko ticket postal address par bheja jayega. Apko E-ticket ka chunav karna chahiye jisse turant hi ticket prapt ho sake.
Ab captch bharkar Submit wale button par click karen.
Step 4
Submit button par click karte hi apke saame trains ki list aa jaayegi. Ab aap jis train se jaana chahte hain usay dekhen aur jis coach se jaana chahte hain us tarin ke samane us coach par click kar den. Maan lijiye aap tamil nadu express mein sleeper coach se jaana chahte hain to uske saame  likhe SL par click kar den.
Step 5
Apke click karte hi ek page khulega jiske upar us train ki us din ke liye seat availability likhi hogi. Agar us din us train mein jagah hai to neech likha hoga Book Now. Aap us par click kar dijiye.
Step 6
Book Now par click karte hi Ek from aayega jisme box bane honge jisme apo yatra kar rahe yatriyon ka vivran dena hoga. Maan lijiye keval aap hi yatra kar rahe hain to Name ke niche bane box ke andar apna naam likhe.
Phir Age ke niche bane box ke andar apni umr likhen.
Phir Gender ke niche bane box mein apna gender chune jo male ya female hoga.
 Iske baad Birth preference ke niche bane box par click kar aap apni pasand ki birth chun sakte hain.
Iske baad yadi aap senior citizen hain to appSenior Citizen ke niche bane box par nishan laga sakta hai. Lekin yatra ke dauran apko apni umr ka original praman patra dikhana hoga.
 Ab form mein niche ke aur yadi koi 5 varsh tak ka baccha apke saath ja raha hai to uska vivran likhe. Uski alag se ticket nahin banegi.
Ab captch bharen aur Mobile Number wale box mein apna mobile number bharkar Nextpar click kar den.
Step 7
Next par click karne ke baad ticket ke paison ke payment ke liye ek naya page khulega jis mein se apko payment ka tarika yani credi/debit cad se payment ya net banking se payment karne ka chunav karne ke liye kaha jaayega. Aap jis bhi tarike se payment karna chahte hain us par click kar dijiye. Apni bank ke mange gaye details dijiye. Ek baar payment ho jaane ke baad apka reservation ka ticket email aur sms ke dwara apke pass aa jayega.
Online ticket booking in Detail
Dosto agar aap logo ko online apni railway ticket ki booking karni hain toh sabse pahle aapko railway ticket ki website par apna account banana hoga. Agar aapka account railway ticket ki website par hoga tabhi aap uss website ke andar enter kar payenge aur jab aap uss website ke andar enter karenge tabhi aap apni requirement ke hisaab se ticket book kar payenge aur sath sath aap yeh bhi check kar payenge ki aapko jo ticket chahiye woh ticket available hain ya nahi hain.
Dosto account banane ke tariko ke bare main baat karne se pahle hum aapko yeh batade ki jis website par jakar railway ticket ki booking hoti hain uss website ka naam IRCTC hain. Toh iss website par apna account banane ke liye aapko aapko sabse pahle apne browser main jakar IRCTC.in type karna hoga. Jaise hi aap isko type karenge wese aapke samne ek page khulega. Khule hue page par bahut sari cheeze likhi hongi magar kyu ki aapko account banana hain isiliye aapko sign up par click karna hain.
Sign up karne ke baad aapko apni iccha ke hisaab se koi word likhne hain. Yaad rakhiye friends yaha par aap jo bhi word likhenge wahi word aapka user id hoga aur jab bhi aap ticket booking karna chahenge tab issi user id koi type karke aapko website main enter karna hoga aur website ke andar enter karne ke baad hi ticket ki booking kar payenge.
Ab aapko no 2 par click karke apne user id ki availability ko check karna hoga. Agar aapne jo user id type kiya hain woh user id already kisi aur ka user id hoga toh red colour aa jayega tab aapko ek naya user id daalna hoga, aur yeh naya user id kisi aur ka user id nahi hoga toh green colour aa jayega.
No 3 main aap ek security question daal de. Jab aap apna password bhul jayenge tab yeh security question hi aapki help karega.
No 4 main aapko uss question ka answer daalna hoga.
Uske baad aap apna name, mobile number, email id, state, country, district, pin etc. Daal de.
Uske baad aapko adhar card ke liye puchha jayega. Lekin aap yeh daal bhi sakte hain aur nahi bhi.
Ab aap agar yes ke upar click karenge toh iska matlab yeh hain ki aap apna office aur ghar ka address same hi rakhna chahte hain aur agar aap no par click karenge toh iska matlab yeh hain ki aap apne ghar aur office ka address alag alag rakhna chahte ho.
Ab no 7 par aapko bas tick mark karte jana hain. Iska matlab yeh hain ki aap koi special information nahi dena chahte.
Ab aapko submit par click karke submit kar dena hain.
Ab aapko ok par click karna hain, click karne ke baad aapko terms& conditions dikhayi dega. Iske baad aapko accept par click kar dena hain.
Ab aapke samne kuchh likha hua ayega. Iska matlab aapne apna naam iss side par ragister kar liya hain.
Registration complete ho jane ke baad aapko verify karna hoga. Uske baad aap kabhi bhi apna username aur id ka use karke uss side par login kar sakte hain aur apna ticket booking kar sakte hain.
Aaj ke humare iss lekh main humne aap logo ko yeh bataya ki online Railway ticket booking karne ke liye hume kya karna chahiye. Toh end main hum aap logo ko bas ek hi salah denge ki aap log bas humare iss lekh ko dhyan se padhiye aur inn tricks ko follow kariye. Ummid karte hain inn tricks ko follow karke aap log online Railway ticket booking karne main zarur safal ho jayenge.

Internet ki speed ko badhane ke liye aap log niche diye gaye tariko ko follow kariye.
Step 1
Sabse pahle aap apne computer main run main jaye ya windows aur R (windows+R) button ko ek sath click kare. Uss ke baad aap gpedit. Mic type kar dijiye. Aap isko apni iccha ke anusaar capital letter ya small letter main type kar sakte hain. Isko type karne ke baad aap ok kar dijiye.
Step 2
Jaise hi aap ok karenge, wese hi ek naya window open hoga. “Local group policy editor”. Iss main ek list hogi, toh ab aap administrative templet par click kar dijiye. Uss par click karne ke baad right side main ek aur list show karega. Ab aapko network par double click kar dena hain.
Step 3
Jab aap network par double click kar denge, tab aapke samne ek aur network ki list show karegi. Uss main se aapko QOS packet schedule (quality of service) dhondh kar uss par double click kar dijiye.
Step 4
QOS par click karne ke baad aapko limit reservable bandwidth par double click kar dijiye.
Step 5
Jab aap limit reservable bandwidth par double click kar denge tab aapke samne ek aur window open ho jayegi. Uss window main aapke samne tin option (radio button) show karenge. Aur woh tino options kuchh iss prakar ke honge
* Not configured.
* Enable.
* Disable.
Inn main se aapko enable par click karna hain. Enable par click karne ke baad aap niche diye hue bandwidth limit main 0% set kar dijiye. Uske baad aap apply karke ok kar dijiye.
Itna kaam ko karne ke baad aap apne computer ko restart kar dijiye. Jab aap apne computer ko restart karenge toh aapke computer ki internet ki speed pahle se kai better ho jayegi. Aur ab aap fast internet ka full maza le payenge.
Toh kaisa laga aap logo ko humara aaj ka yeh lekh? Ummid karte hain aap logo ko aaj ka yeh lekh pasand aaya hain. Aur yeh bhi ummid karte hain ki aap logo ne humare aaj ke iss lekh ko dhyan se read kiya hain. Bharosha rakhiye dosto yeh tricks bahut hi useful aur safe hain. End main hum aap logo se bas yahi request karenge ki kam se kam ek baar aap log humare aaj ke iss lekh main diye gaye tariko ko apnakar zarur dekhiye. We very sure ki aap logo ki internet ki speed pahle se bahut zada fast ho jayegi.

Dosto ager problem ayae to comment jarur karna

Internet Ki Speed Fast Kaise Kare – Tricks | इंटरनेट की स्पीड फास्ट कैसे करे


Internet Ki Speed Fast Kaise Kare
Aaj hum apne iss lekh main aap logo ko yeh batayenge ki Internet Ki Speed Fast Kaise Kare. Hum yeh zara bhi nahi chahte ki aap logo ko kabhi bhi kisi bhi tarah ka pareshani ka samna karna pare. Isiliye hum aaj aapke liye ek ayesa lekh lekar aaye hain jisko padhne ke baad aap logo ke gyan ka bhandar aur zada unnit ho sake. Toh dosto aap logo se humari yeh request hain ki aap log humare aaj ke iss lekh ko dhyan se read kariye. Toh chaliye sikhte hain ki internet ki speed ko fast karne ke liye hum kin kin tariko ko apna sakte hai

Internet Ki Speed Fast Kaise Kare – इंटरनेट की स्पीड फास्ट कैसे करे
Anek baar hum jab computer par work karne baidhte hain to internet ki speeed bahut slow ho jaati hai. Is wajah se hame kafi pareshani hoti hai aur kai bar to hum anek logon se puchte hain par is samasya ka koi samadhan nahin milta hai. Kya aap bhi internet ki slow speed se pareshaan hain. Kya aap apne internet ki speeed apne internet plan ko change kiye bina badhana chahte hain. Yadi haan to aayi jaane internet speed ko slow karne wale karano ke baare mein. Internet speed kai sari baton par nirbhar karti hai. Yeh apke computer ke operating system par to nirbhar karti hi hai. Iskay saath hi apke computer mein lage network card, network cable, router, broadband modem aur doosri devices par bhi nirbhar karti hai. Aaye jaane internet speed ko badhane ke upay jinhe aazma kar aap apne internet ki speeed ko badha sakenge.

, sabse pahle chaliye hum log yeh jan lete hain ki internet ki speed actually main slow hota kyu hain.
Internet ki speed slow hone ke reasons.
  1. Kharab modem.
  2. Router ke thik se kaam na karne ke karan.
  3. Network card provide karne main kami.
  4. Apne computer main virus ya threat ka hona.
Apne modem/router ko test kare
Internet speed ke slow hone ka sabse bada karan hai ki aap kharab modem istemal karte hain. Isliye agar apke internet ki sped bahut slow aa rahi hai to apne modem ko test karke dekhiye. Aap apne modem ko kisi laptop mein use karke dekh sakte hain. Yadi laptop mein bhi speed slow hai to iska matal appke modem mein problem ho sakti hai. Aap turant hi is ki jaanch karwayen.
Apne computer se virus hatayen
Internet speed slow hone ka doosra bada karan hai ki apke computer mein virus ho sakte hain. Isliye computer mein antivirus dalen. Trial ke liye aap internet se anti virus free download karen aur ussay se apne computer mein virus scan karen. Iskay baad agar aapki internet ki speeed badhati hai to apko apne computer mein anti virus purchase karke daal lena chahiye.

Apne computer ke operating system ko badaliye
Agar aap internet ki speed badhana chahte hain to apko apne operating system ko badalna hoga. Operating system internet ki speeed ko prabhavit karta hai. Yadi aap windows 98 ya 2000 jaise operating system par work kar rahe hain. To apko internet speed slow hi milegi isliye apne operating system ko Windows 2007 ya Windows XP kijiye.
Web Browser badaliye
Internet ki speed apke dwara use kiye gay web browser par bhi nirbhar karti hai. Yadi aap internet explorer web browser ke taur par use kar rahe hain to usay band kar dijiye. Internet Explorer use karke aap internet ki acchi speed nahin paa sakenge. Uski jagah app Google chrome use karen. Google chrome ek fast web browser hai jo apke internet ki sped ko fast banayega. Isay app internet se free download kar sakte hai.
Computer ka network card badaliye
Yadi aap wireless network use kar rahe hain aur apne apne computer mein wireless network card lagaya hua hai to apko internet ki sped thodi slow hogi. Isliye apna internet connection lagane se pehle hi app tay kar len ki app wire wali ethernet networking hi karnege. Khas taur par desktop mein wire wali networking hi karna chahiye. Ismay ek baar wires ko failana hota hai. Par is tarah ki networking mein problem kam hi aati hai aur internet ki speed bhi tez rehti hai.
Modem ke paas se doosre electronic device hata den
Apke computer ke paas jo modem laga hai uskay paas aisi device nahi rakhen jo electrmagnetic radiation nikalti hain. Adhiktar log apne iphone, ipad, mobile aadi modem ke paas hi rakh dete hain. Aisa bilkul nahin karen. In device ko modem se door rakhen jisse modem aur doosri device ki radiation aap mein takrakar internet ki sped lo slow nahin kar den.
Cable badaliye
Agar apke phone, modem aur ethernet ki cable purani ho chuki hai to usay badal den. Cable badal dene se internet ki sped badh jaati hai.
Computer aur modem ko restart kare
Kabhi kabhi hum bahut der tak work karte rehte hain. Zyada der tak lagatar work karne par bhi kabhi kabhi internet ki speed kam ho jaati hai. Isay badhane ke liye apne computer ko restart karen. Iskay saath hi modem ko bhi off karke on karen. Aisa karne se internet ki sped badh jaati hai.

Internet ki speed ko badhane ke liye aap log niche diye gaye tariko ko follow kariye.
Step 1
Sabse pahle aap apne computer main run main jaye ya windows aur R (windows+R) button ko ek sath click kare. Uss ke baad aap gpedit. Mic type kar dijiye. Aap isko apni iccha ke anusaar capital letter ya small letter main type kar sakte hain. Isko type karne ke baad aap ok kar dijiye.
Step 2
Jaise hi aap ok karenge, wese hi ek naya window open hoga. “Local group policy editor”. Iss main ek list hogi, toh ab aap administrative templet par click kar dijiye. Uss par click karne ke baad right side main ek aur list show karega. Ab aapko network par double click kar dena hain.
Step 3
Jab aap network par double click kar denge, tab aapke samne ek aur network ki list show karegi. Uss main se aapko QOS packet schedule (quality of service) dhondh kar uss par double click kar dijiye.
Step 4
QOS par click karne ke baad aapko limit reservable bandwidth par double click kar dijiye.
Step 5
Jab aap limit reservable bandwidth par double click kar denge tab aapke samne ek aur window open ho jayegi. Uss window main aapke samne tin option (radio button) show karenge. Aur woh tino options kuchh iss prakar ke honge
* Not configured.
* Enable.
* Disable.
Inn main se aapko enable par click karna hain. Enable par click karne ke baad aap niche diye hue bandwidth limit main 0% set kar dijiye. Uske baad aap apply karke ok kar dijiye.
Itna kaam ko karne ke baad aap apne computer ko restart kar dijiye. Jab aap apne computer ko restart karenge toh aapke computer ki internet ki speed pahle se kai better ho jayegi. Aur ab aap fast internet ka full maza le payenge.
Toh kaisa laga aap logo ko humara aaj ka yeh lekh? Ummid karte hain aap logo ko aaj ka yeh lekh pasand aaya hain. Aur yeh bhi ummid karte hain ki aap logo ne humare aaj ke iss lekh ko dhyan se read kiya hain. Bharosha rakhiye dosto yeh tricks bahut hi useful aur safe hain. End main hum aap logo se bas yahi request karenge ki kam se kam ek baar aap log humare aaj ke iss lekh main diye gaye tariko ko apnakar zarur dekhiye. We very sure ki aap logo ki internet ki speed pahle se bahut zada fast ho jayegi.

Comments

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko