Skip to main content

Posts

Showing posts from February, 2017
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

Online Railway Booking Kaise Kare

 ऑनलाइन रेलवे बुकिंग कैसे करे Online Railway Booking Kaise Kare Online Railway Booking Kaise Kare Online reservation karne ke liye zaroori hai ki apke kisi bank account mein net banking ki suvidha ho. Ya apke paas atm card/debit card/ credit card ho jiske jariye aap ticket ka paisa online hi jama kar saken. Iskay saath hi aap par mobile ho jisse apka ticket banne par app par ticket ka message aayega jise dikha kar tatha apna koi bhi parichay patra dikhakar aap rail mein yatra kar sakte hain. To chaliye jane Online Railway Booking Kaise Kare – Step By Step Guide. Dosto aaj kal safar karna utna bhi mushkil nahi raha jitna pahle hua karta thha. Kyuki aaj kal suvidhaye bahut zada badh chuki hain. Pahle ke jamane main safar karne se zada mushkil kaam hota thha ticket book karna. Agar baat purane jamane ki kare toh pahle agar ticket mil jaye toh logo ki adhi pareshani solve ho jati thhi yane ki ticket mill jane par unhe lagta thha ki unn logo ne apna adha safar complete ka

Mobile Repair Kaise Kare | Mobile Sudharne Ke Tips

Mobile Repair Kaise Kare Hello dosto! Aaj firse hum aapke liye ek naya topic lekar hazir ho gaye hain. Aaj ke iss lekh main hum aap logo ko yeh batayenge ki mobile phone ko repair kaise kiya jata hain. Wese toh mobile phone ke bahut sare part hote hain aur inn sare part ko repair karne ka tarika alag alag hota hain. Toh ek lekh main hum aap logo ko mobile phone ke sare part ko repair karne ka tarika toh nahi sikha sakte lekin aaj hum mobile phone ke ek part ko repair karne ka tarika zarur sikha sakte hain. Isiliye aaj hum aapko yeh batayenge ki mobile phone ke keypad ko thik kaise kiya jata hain. Toh dosto ab aap log zara bhi time waste mat kariye aur niche diye gaye tariko ko zara dhyan se read kariye. Mobile Repair Kaise Kare – Mobile Sudharne Ke Tips Mobile se abhipraye hai, band mobile me bettery lagakar switch on karne par mobile koi karya nahi karta hai. Aapka mobile kisi bhi mobile company ka ho. Aaiye jane Mobile Repair Kaise Kare Samasya Aur Samadhaan. Mobile

Airtel Money Se Mobile Recharge Kaise Kare

Airtel Money Se Mobile Recharge Kaise Kare – Bank Me Rupaye Transfer Karne Ka Tarika Aaj hum jaanenge Airtel Money Se Mobile Recharge Kaise Kare aur Bank Me Rupaye Transfer Karne Ka Tarika. Aaj ke time me mobile hum sab ki jindagi ka ahem hissa ban chuka hai. Pichle ek saal me mobile ki duniya me bahoot se badlav aaye hai. Agar ek minut ke liye bhi mobile hum se dur hojata hai to aisa lagta hai ki pata nahi kis cheej ki kami aagayi hai hamari jindagi me. Aaj hum bat kar rahe hai airtel money ke baare me. Bahoot se log iska istemal to karte hai lekin unhe puri jaankari nahi hoti ki kis tarah airtel money me rupay jama kiya ja sakte hai. Kis tarah airtel money ke dvara kisi ke bank aacount me rupaye jama kiye jaate hai. Kis tarah airtel money ke dvara mobile recharge kiya jaata hai. Aaj hum apko in sabhi batoon ki jankari is post me denge. Taaki aap apne mobile se hi kahin se bhi kisi ko bhi mobile recharge kar sakte hai. Kahin se bhi kisi ke bhi account me paise daal sakte h

Online Net Banking Kaise Kare

Online Net Banking Kaise Kare aaj ke humare iss lekh ka topic hain Online Net Banking Kaise Kare. Jaisa ki aap sab ko yeh malum hain ki aaj kal banko main line lagna kitna irritating hota hain. Aise main agar aap logo ko yeh pata ho ki online net banking kaise kiya jata hain toh aap logo ko bank ki lines main khade hone ki zarurat nahi padegi aur aap log ghar baithe hi apne account se related har ek kaam ko bade asani aur saralta ke saath kar payenge. Kuchh logo ko yeh lagta hoga ki online net banking karna ek bahut hi mushkil kaam hain. Lekin agar aap log ek baar iss pure lekh ko acchi tarah se read kar lenge aur samajh lenge toh aap logo ko online net banking ke bare main puri jankari ho jayegi tab aap logo ko yahi kaam bahut easy lagne lagega. Toh deri kis baat ki, bina ek bhi pal gawaye aaiye jan lete hain ki online net banking karne ke kya kya tarike hain aur kaise hum ghar baithe apne account se related har ek kaam ko asani aur saralta ke sath kar sakte hain. Online n

How to upgrade android mobile

Android Mobile Phone Update Kaise Kare - Software Upgrade Karne Ka Tarika Android Mobile Phone Update Kaise Kare  - Dosto jub bhi hum koi  New Android  Smartphone Purchase  karte hai to wo already  latest Version Updated  hota hai. par purane  Mobile ko time time par Update karte rahna chahiye . Aisa karne se bahut benifit milta hai, isse apke Old Android Version  New Version me Convert  ho jata hai, Iske sath hi  Upgrade  ho kar phone me naye  Extra Feature  aa jate hai. Apka old Smartphone pahle jaisa new ban jayega aur usme improvement aayenge. Aaj hum is post me  Androd Phone ko Update karne ke bare me janege. Kuch log ko apna  Phone Safely Update karne ka tarika  nahi pata hota or wo service centere jate hai waha unka paisa or pura day barbad ho jata hai. Jin logo ko tarika malum hai wo direct update kar lete hai. Iski wajah se unka phone kharab ho kar thik se kaam nahi karta. Phone me kai sari dikkat aa jati hai,  Data Corrupt  hona, Open nahi hota,  Touch  thik se k