Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

Mobile number ka nam aur location kase pata kare

Mobile Number Ka Naam Aur LocationKaise Pata Kare


Kabhi Humare Phone par bahut si unknown Calls ati hai. Aur hume pata nahi chal pata hai ki call karne wale kanaam aur locationkya hai . Jinki wajah hum pareshan ho jate hain aur us unknown call ke baare me pata karna chahte hain.



isliye Aaj main is article me Apka batunga ki kisi bhi number ki location aur naam kaise pata karte hain. Aur Mobile number ko kaise trace kare. Aur kisi bhi phone neumber ke owener ka naam aur location kaise jane.

Kisi Bhi Mobile Number ka Naam Aur Location Kaise Track kare

Ek Company hai Truecaller, Jissey Aap kisi bhi number ki location aur naam bahut hi Aasani se pata kar sakte ho. Ho sakta ye Apne Truecaller ki android App use bhi ki ho. Lakin Main Apko Truecaller ki website se location aur naam pata karne ke baareme bataunga.To Chaliye jante hain-

TrueCaller se Naam aur location pata kare:

Step 1. Sabse Pahle www.truecaller.com pe  make
Step 2.Jis Number ki location aur naam pata karna hai wo number daaleaur search button par click kare.
Step 3.Jaise hi Aap search Button parclick karoge. Tab ek pop window openhogi jisme apko google ya microsoft account se sign in karna hai.

Step 4.Jaise Aap Sign in karoge Truecaller us number ki puri jankari apko de dega.

Maine Apna number search kiya. To maine socha shayad main Truecaller use karta hu aur maine apne number se gmail, Facebook,GodaddyaurHostGatoretc Account create kiya hai.Isliye mera naam aur location a gayi.To main Confirm karne ke liye Apne Friends apne Bhai aur mama ka number bhi search kiya. Lakin TrueCaller ne sabhi ke naam aur location sahi bataya. TrueCaller ek dam perfect hai kisi bhi number ki location aur naam janne ke liye.
Is tarah hum kisi bhib Unknown number ki jankari 3-4 clicks me pa sakte hain. aur hone wali tension se bach sakte hain.Aap TrueCaller ka Application bhi download kar sakte ho-
Download Truecaller mobile app
Iske Alawa Aap Dusri phone Number Tracking website jaise

TracePhoneNumber
TraceMobileNumber
inse bhe aap nam pata kr shakte hai AUR lucation track kr shakte hai


ummied karta hu ki aap ko yeah trick achi legi hogi
dosto ager aap ko koi problem ho to aap nisankock ouch shakte hai comment box me
</ >

Comments

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko