Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

Android Mobile ko hard resetkarne ka tarika






step1-sabse pehle phone ko switch off kr do
step2-phir apne phone me volume up(+)and down(-)bottom ko press kijiye aur sath sath power botton ko press kijiye
step3-jab aapkuch second take dono botton  ko press kiye honge to aap me screen par much options dikhenge

step4-Ab in option me ASAP ko reset ko option dikhega
step5-kisi bhi option per Jane me like aap ko volume up ya down button ko help let sakte hair.
air OK karne me liye power button ko click kare

step6-jab aap reset per click kr denge;toh aapka phone formate hone legaga air kuch time me reboot hiker aap ka phone on ho jayega

Phone Ko Hard Reset Kyu Karna Chahiye?


Normal reset me phone ka sara data to erase ho jata hai lekin internal storage me hidden security caches file ko ye puri tarah se delete nahi kar pata hai jiske karan baad me yahi caches file dhire dhirerestore hota chale jata hai aur phir phone dheema ho jata hai.Agar aapka smartphone virus ke karan slow hai aur aap phone ko normal reset karte hai tab bhi wo virus ko puri tarah se delete nahi kar pata hai, phone me aksar jyada apps hone ki wajah se ye slow hota hai jab internal storage me apps ka caches file store nahi ho pata tab wo RAM me jakar Store ho jata jiske karan phone slow hota hai aur hang hone lagta hai.Normal reset karne se phone sirf Internal storage aur apps ko cleare karta hai RAM ko wo puri tarah se clean nahi karta hai aur isliye phone baad me bhi slow hota hai, Hard reset me aisi problem nahi hoti hai hard reset me phone ka sara Internal Data aur RAM clean ho jata hai.

Hard Reset Karne Ke Kya Fayde Hai?

Hard reset ke baad phone pahle jaisa (Factory Made ) ho jata hai aur agar apka phone rooted hai to wo automatic hi unroot ho jata hai. Normal reset me phone unoot nahi hota hai agar aapne kingroot se apne android ko root kiya hai to uska application normal reset ke baad bhi installed hi rahta hai par hard reset ke baad root ka koi bhi file phone me nahi hota hai.

Agar aapka android smartphone kisi tarah Locked ho gaya hai to hard reset ki madadse aap ise unlock kar sakte hai, agar phone me pattern ke alwa aur koi bhi lock laga hai to use bhi aap iski madad se easily tod sakte hai, ab aapko market me jakar phone lock todwane ke liye 200 rs kharch karne ki jarurat nahi hai ab aap khud se hi Locked android phone ko Unlock kar sakte hai.






Comments

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko