Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

SMARTPHONE ME 2 WHATSAPP CHALANE KA TARIK

SMARTPHONE ME 2 WHATSAPP CHALANE KA TRICK
SmartphoneAane ke bad hamare kai work easy ho gaye hai. Android Application se Sabhi work aapko Ab Possible Lagane Lage hai. Ham Internet pe Jyada Time Social Media Ka Use Karte Hai. Isame Facebook aur whatsapp Dono Popular hai. is Article me1 mobile me2 whatsappchalane ka tarika – Tricks Batayi Gayi hai. ise follow karkemultiple WhatsApp accountuse kar sakte hai.kabhi to aapko laga hoga ki shayad mere pas2 WhatsApp account hote.2 facebook accountko to aapne shayad use  kiya hoga. but WhatsApp ke do account banana aapko impossible laga hoga. lekin Hindihelpguru aapko kai method Provide kar raha hai. jisase aap apane android smartphone me2 whatsappaccount ek sath use kar payenge.Isake Liye Aapke pas android Phone, extra Mobile Number, aur internet data chahiye.

Tricks .1 - Use multiple whatsapp via Parallel Space Apps

Google play storeme aapko kai aap mil jayegi jo multiple account ko Use  karne ki services provide karte hai. mai aapko popular apps provide kar raha hu. isaki madad se aap 1 mobile me2 whatsappchala Payenge.
1. Sabse pehle apne phone ke play store me jaaye aur Parallel Space search kijiye. App search karne ke baad is mobile app ko installkijiye.

2. App ke install hone ke baad app ko open kare. Ab app menu me se Whatsapp ko select kare aur neeche Add to Parallel Spacebutton ko dabaye.

3. Ab country me India option ko select kare. Iske baad neeche row me apna second mobile number type kar green arrow button ko dabaye.

4. Ab OTP code type kijiye. OTP code daalne ke baad aapka doosra whatsapp account verify ho jaayega.Congrats aapka doosra whatsapp account ban gaya hai. Enjoy ( Dual )  2 whatsapp account ….!!!

Tricks .2 -Use Whatsmapp app & run 2Whatsapp

Sabse pehle Whatsmapp app download kijiye.*.Download karne ke liye ye google me search kare : ”Whatsmapp APK“*.Whatsmapp download kar lene ke baad app ko install kijiye.*.Note :App install karne time agar Unknown source ko allow karne ka option aata hai. To aise me option ko enable kar de aur phir dobara app ko install kijiye*.App ke successfully install ho jaane ke baad app ko open kijiye.*.Ab apna secondary mobile number daale jisse aap doosra whatsapp account banan chahate hai.*.Note :( pehla whatsapp account jis mobile number se bana hai wo number ke alawaa)*.Mobile number daal kar Enter button dabaye aur OTP code aane ka wait kare.*.OTP number aane ke baad OTP code daal kar whatsapp account ko verify kijiye.*.Bas, Aapka Kam Ho gaya ..!! is tarah bhi aap 1 Mobile me 2 Whatsapp Chala Sakte hai.

Use Multi-User in Android Lollipop Phones :

Is Method Se Aap lolipop version me bhi sabhi socila site account ko Multi User account setup se Use kar Sakte hai.
1: Add Multi-User in Android Lollipop-Based smartphone. For this, just go to Settings and click on Users and then Add User.

2: Once after creating a new user, provide complete details to setup a new user account

3: Switch to the New User by pulling down the notification bar and clicking on New Usericon.

4: Once turned to New User, you will be provided with an all new phone interface with default phone settings.

5: Now, Install WhatsApp in the New User Mode.

6: Once WhatsApp is downloaded, enter all the details, and that is it

7. Anjoy…!! 2 Whatsapp Account for 1 Mobile.


dosto azma ke deakheyega 
ummed hai ki aap ko articalspasend ayea hoga 
ager aap ko koi problem ho to aap. comment box me puck shakte hai
by friends 

Comments

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko