Skip to main content
 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

How to upgrade android mobile

Android Mobile Phone Update Kaise Kare - Software Upgrade Karne Ka Tarika

Android Mobile Phone Update Kaise Kare - Dosto jub bhi hum koi NewAndroid Smartphone Purchase karte hai to wo already latest Version Updated hota hai. par purane Mobile ko time time par Update karte rahna chahiye. Aisa karne se bahut benifit milta hai, isse apke Old Android Version New Version me Convert ho jata hai, Iske sath hi Upgrade ho kar phone me naye Extra Feature aa jate hai. Apka old Smartphone pahle jaisa new ban jayega aur usme improvement aayenge. Aaj hum is post me Androd Phone ko Updatekarne ke bare me janege.


Kuch log ko apna Phone Safely Update karne ka tarika nahi pata hota or wo service centere jate hai waha unka paisa or pura day barbad ho jata hai. Jin logo ko tarika malum hai wo direct update kar lete hai. Iski wajah se unka phone kharab ho kar thik se kaam nahi karta. Phone me kai sari dikkat aa jati hai, Data Corrupt hona, Open nahi hota, Touch thik se kaam nahi karta aur Display nahi aa rahi etc Problems uhne face karni padti hai. Yah sab hota hai Safe Tarike se Android Version Update na karne ke karan. Me apko yaha kuch savdhaniyaa or important ka tarika bata raha hu, jiski madad se aap apne mobile ko Upgrade karna chahte hai toh Successfully ho jayega. Android mobile update karne ka tarika step by stepfollow kare.

Android Mobile Phone Update Kaise Kare in Hindi

Sabse pahle humko apne device me yah check karna padega ki update available hai ke nahi. Is option ko check karne ke 2 tarike hai, jiski jankari me niche bata raha hu step by step follow kar ke pata kare.


Check Android Update
Option 1.

  1. Android Phone ke Settings mein jaye.
  2. Niche ki taraf About Phone pe Click kare.
  3. Isme System Update option hoga usme Click kare.
  4. Check for Update ka Option dikhega usko Click kare.
  5. Apke Android me Update Available hoga, to Package Download karne ka option show ho raha hoga.
Option 2.
  1. Phone ka Number Dialerkeyboard me jaye.
  2. Usme is Code*#*#2432546#*#* ko enter karke Dial kare. 
  3. Phone me Update Available hai, to kuch seconds baad aapke staus bar mein Show ho jayega.
Agar in dono method me se kisi ek se bhi apka phone Available show karta hai, to "congratulation" apka Android Software Update ho jayega.

Andopid Phone Update Karne Se Pahle Dhyan Dene Wali Bate.
Phone Fully Charged
Sabse pehle apna device at least 70%charge kar le agar Battery Backupkam ho to 100% Charge kar le. Phone Update hone me time lagega, agar is process ke waqt Mobile Swich Off ho gaya to apka device kharab ya Software Corrupt honr ka chance jyada hai.
Use WiFi For Update
WiFi ka istemaal best tarika hai, kabhi bhi Update smartphone ko karne ke liye Data Connection ka use na kare kiyu ki yah trustable nahi hota. Mobile network kam jyada ya kabhi kabhi band ho jata hai. Is condition me apke smartphone ki puri Upgrading Process ruk jayegi. Iski wajah se apke phone ko kiya nuksan hoga usme kitni problem aayegi ye mene apko upar bata diya hai.

Backup Your Phone Data
Ho sakta hai apke mobile ka kuch data loss jaye. Agar personal data Photo, Video or File phone se delete ho jaye to phir se Data Recover karna muskil hai. Android Version Upgradekarne se pehle apne phone meBackup jarur bana le aur uski file koSD Card ya Computer me save kar ke rakh le taki jarurat padne par restore kar sake.

Android Phone Ke Software Ko Update Kaise Karte Hai???
Steps
  1. Sabse pahle apne Smartphone ko WiFi se Connect kare.
  2. Setting me jaye aur About Device par Click kare.
  3. Isme Software Update ka option hoga uspe tap kare.
  4. Ab apka Mobile Check karega apake phone ke liye New Version Available hai ya nhi.
  5. Agar Phone Update ke liye letest Version Available hoga, toh ek popup window open hogi.
  6. Popup window me Download ya Install ka Option hoga us par click kare updating process start ho jayegi.
  7. Is puri processing ke doran na to apka mobile swich off hona chahiye or na WiFi ko Disconnect kare.
  8. Wait kare time lagega kuch der me apka android mobile ka sofyware letest version me upgrade ho jayega


 is post me apne jana kaise smartphone ko automatic update letest version me kare. Apka koi sawal hai to comment se bata sakte hai. apki help karne me mujhe khusi hogi. Is website par aane wale latest trick ko facebook par pane ke liye 


Comments

Post a Comment

Popular posts from this blog

 Match  sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https://appointments.uidai.gov.in 2. Yahan Aapko