Skip to main content

Earn money from Data entry

  Online Data EntryWithout Investment Friends aaj main apke liye ek bahut hi  best data entry site  lekar aaya hun jis par aap ghar baithe mobile par data entry karke paise kama sakte ho. Aapne data entry se related many site dekhi hongi visit ki hongi. Kai site aapse data entry work provide karne ke liye registration fees mangti hai, iske baad bhi apko income hogi ya nahi koi guarantee nahi hoti hai. Or agar payment milta bhi hai toh 30 se 45 din baad milta hai. Lekin uske liye bhi apko computer ki jarurat hoti hai. Mobile par data entry ka work nahi ho paata hai. 2Captcha  smartphone pe Data Entry Lekin aaj jo site me apko batane jaa raha hun us site par apko kisi bhi tarha ka investment ya registration fees dene ki jarurat nahi hai or sabse achhi baat ye hai ki iska payment bhi instant milta hai. Minimum payout 2 dollar complete hone par aap payout le sakte hain. Payout bhi 2 minute baad hi apke  Payza account  me pahunch jaata hai. Or aap is site par ba...

HOW TO MAKE ANDROID APP

Android app कैसे बनाते है!

Hi friend 
aap ye sochte hai ki android app banana bhout hi tuf hai .lakin aaj mai aap ko batata hu ko android app banana itna hard nahi hai.
Aaj hum janenge ki mobile ke liye application kaise banate hai, Hum jadatar Android smart phones hi use krte he , to is article me hum janenge ki Android App kaise banate hai. Hum us app ka use hamare own prpose ke liey kar sakate he. Mobile app banana bohot asaan he, me aapko aisa tarika batunga ki aap bina kisi technical knowledge ke phone application bana sakte he. Aapko koi android programming sikhne ki jaroorat nahi he. Bina kisi programming ke aap android app bana sakenge. To chalo, dekhte he, Mobile App Kaise Banaye.
step by step follow kare


AppsGeyser Per Rigester kare

STEP1.

laplop ko khole 
Apna browser khole, usme www.appsgeyser.com ye address dale.


website khul jane ke bad creatnow per click kare

Create Now button par click kare. Agle screen me hume app ki style chunani hai.

Ko hum kid chiz per app banana chahte hai website. masanger. browser. etc



STEP2.

AAP KO JO APP BANANA HAI CHOOSE KARO




diye gaye aap maker me se hum koi ek style chun sakte he. Agar aapki website hai to aap pehla icon chun sakte he.

Agar aapko aapke FaceBook page ke liye app banana he to aakhri icon choose kare.

Hum aaj pehla option dekhege. Website select karenge.

STEP3. 

WEBSITE URL TYPE KARE


Website par click karne ke bad aapko agli screen par aisa kuchh dikhega.

                          WEBSITE URL DALIYE


Website URL me aapki website address daliye.

STEP4.

Application ka naam daliye

Uske bad Next button par click kare.

                APP KA NAAM DALE


Aapko agli screen par ye dikhega.

Us box me aapka app ka nam dale. Yeh nam aapka app install hone ke bad mobile ke home screen par dikhega. Next button par click kare.

Agle screen par aapko app ka description dalna padega.

      AAP DISCRIPTION DALE

Description wale box me aap ke application ka description write kare. Wo description bohot important he, agar aap ye app Android Market Place par share kar rahe he to yeh description aapko waha dikhayi dega. Description fill karne ke bad aapko app ke liye ek icon  choose karna he. Next button par click kare. Agle screen par icon ke liye pucha jayega.

STEP5.

ISME AAP KO ICON SELECT KARNA HOGA

                   Icon choose karke next kare

Aap yaha default icon bhi rakh sakte hai, ya fir aap aapka man pasnad icon bhi dal sakte he. Manpasand icon lagane ke liye Custom Icon par click kre, aur wo icon wali picture file upload kr de. Aur bad me Next button par click kare.

Abhi hamari lagbhag sari process complete ho chuki he.

     Create Mobile App Button Par Click Kare

Abhi aap Create App par click kare.

STEP6.

APNI DETAILS SUBMIT KARE

                     Sign Up Kare

Is screen par hume apni puri jankari bharni hai., Jaha hame Nam, Email Address aur Password bharna hai. Agar aapke pass Email Id na ho to – Yaha Padhiye Ki Email Address Kaise Banate Hai.

Aur bas, Sign up karne ke bad aapka application ready ho jayega, aur aap use Download bhi kar sakte ho.


dosto  is terah se aap apne mobile app banana shakte hai
ager aap ke mind me koi question hai to comment box me puch shakte hi

Comments

Popular posts from this blog

FIVERR PE ACCOUNT BANANE KA TARIKA. HINDI

< dir="ltr" style="text-align: left;" trbidi="on"> Fiverr Par Apna New Account Kiase Banaye Hi friend Aaj main ye btane wala hu Fiverr kya hota hai. Apne Fiverr ke bare me to internet pe naam suna hi hoga.Fiverr hum kaisepaise kama sakte hai. Aur aap sochte honge Fiverr kya hai ?Chaliye Mai Bata raha hu Aap post ko ache se padhe apko samjh aa jayegi.. Mai simple bhasa me kahun to ek online bazar hai jaha par sevaye bechi or kharidi jati hai. Lekin fivere ke khas bate ye hai yeha sirf 5$ ka sab kuch hota hai. Internet par hazaro logo ko kuch chahiye kisi ko. Facebook like, Koi video banwana chahta hai, to ko photos. Koi mobile apps banwana chahta hai or ko website design.Ye sab Fiverr par jakar dhundte hai koi inka kam kar de. Agar aapko Kuch karna aata hoga to fiverr par paise kama sakte hai kisi ka kam karke. Fiverr Par Account Kaise Banate Hai Janiye Sabse pahle to aapko fiverr ki official website par jana hota hai. Official ...

MOBILE SE BANK BALANCE CHECK KASE KARE

how to check bank balance By Phone Number? Mobile Phone Aane  Se kai Work ham Ghar baithe hi Kar Sakte Hai. aisa Hi ek impotent kam hai Bank Balance Check Karneka. Aap Miss Call Dekar Bank Account Balance Check kar Sakte Hai. Is Useful Mobile Number Se Aap kisi bhi Bank ( SBI, HDFC, ICICI, BOB, PNB, axis, Union, SBh..Etc..) Se Aapke Account KaBank Balance Checkkar Sakte Hai.Mobile Phone Number Se bank balance Check karne Ke Liye Aapka Mobile Number bank account Se Register Hona Jaruri Hai. jab aap bank account Open Karte Hai tab Jo Number application Form me dete hai vo kai Bank register kar leti hai. kai banks Ke Liyemobile Number Registration processKarni padti hai.Digital Payment System orcashless transactionko government Of India BadhavaDe rahi hai. aise MeMobile Banking, USSD SMS Service,UPI Mobile Bankingaur Net banking ka Use badhta  Raha hai.agar aapke pas Simple Phone Hai to AapUSSD SMSSe bhiBank Balance Checkkar Sakte Hai. Paise transfer kar Sakte hai, Mini ...

Aadhar Card Ke Liye Online Apply karne ka tarika

Mai Aapko Bataunga Ki Aap Kaise Online Aadhar Card Ke Liye Apply Kar Sakte Hai. Aadhar Card Ek Identity Proof Hai, Jise Indian Government Ne Compulsory Kar Diya hai,  Yaani Bina Aadhar Ke Aap Kai Kaam Nhi Kar Sakte. Esliye Aaj Ke Time Me Aadhar Card Hona Bahut Important Hai,  Kai Logo Ne To Aadhar Card Banawa Liya Hai,  But Kuch Logo Ko Abhi Bhi Aadhar Card Banane Ki Puri Jaankari Nhi hai,  Esliye Mai Aapko Ek Easy Process Bata Rha Hu,  Jisse Aap Aadhar Card Banawa Sakte Hai, Aadhar Card Ka Full Registration Online Nhi Ho Sakta,  Kyuki Yah Hamara Finger,  Eye,  Scan Karta Hai, Esliye Eske Liye Aapko Aadhar Centre Jana Hoga. Ab Yah Process Aur Easy Ho Gya Hai,  Yaani Aap Ghar Bethe Aadhar Centre Me Appointment Le Sakte Hai. Puri Process Ke Liye Es Article Ko Padhte Jayiye. Aadhar Card Me Like Online Apply Kaise Lare Aadhar Card Ke Liye Online Appointment Kaise Le. 1. Sabse Pahle Es Link Par Jakar Online Appointment Form Bhare. https:...