Match sunrisers Hyderabad vs rajsthan royals Royal challengers Bangalore v/s Mumbai Indians Kolkata vs royalchalangers Bangalore Lucknow vs sunrisers Hyderabad
FB PAGE KASE BANIYEBANIYE
Dosto aapka facebook par jo account hai usme aap sirf 5000 friends hi add kar sakte hai.
Facebook Ek Aisa Jariya Hai Jiske Help se Hum Apna Business ko Free mai promote kar Sacte hai . facebook ek social website Jisko dunia ka har ek nagrik janta hai or use karta hai.Agar Apka Koi Business Hai Or Aise Mai Apke pas facebook page nahi hai to ye Apki Business ki sabse badi mistake hai Kyuki Har Business ka Facebook par Official Page Account Hota hai Jiski help se Or Customers Apke pas Aate hai . Or ye jaruri nahi hai ki facebook page Business ke liye he banta hai . Ap Chahe to Facebook page ko entertainment ke liye bhi bana Sacte hai ya phir Aap kuch Apni kuch jankari Share karne ke liye page bana Sacte hai . To Chaliyebina time vest kiye sidhe topic par Aate hai.
aapne facebook page ka naam to suna hi hoga. facebook page par aapko kitne bhi log like kar sakte hai.
Facebook Page Kya Hai or Facebook Page Kyu Banana Chahiye?
Step1:
Sabse pahle Aap Apne Mobile Se Www.facebook.com KholiyeAb Apko Sabse Niche *Page* Likha Ayega Usko Open kijiye.
step2:
ab yaha click kare Create a Facebook Page.
Step3:
Agale Page me apko apne Page ka Type choose karna hai. Jaise ki Bussiness, Company, Brand, Artist etc. Hum apne Website(Blog) ke liye Page banana chahte hai so hum Campany, Organisation or Institute choose karenge.
Choose karne ke bad apko apne Page ka Category bhi choose karna padega. Category aap apne Website(Blog) ke Topic ke hisab se Choose kare aur Niche apne Page ka Name likhe aur Get Started par Click kare.
Step4:
Ab apko 2 box najar ayenge jisme upar wale Box me apko apne Page ka Discription aur niche wale Box me apne Website(Blog) ka URL dalna hai. Fir Save Info par Click kare.step5:
Agale Option me aap apne Page ka Profile Picture Set kar sakte hai. Agar aap abhi nahi karna chahte hai to Skip par Click kar sakte hai.
step6:
Ab agale Option me Aap apne Page ka Location, Age, Gender etc. Set kar sakte hai. Agar aap karna chahe to kar sakte hai ya Skip par Click kar sakte hai.
Congratulation
AApka Facebook Page Ban Kar Ready Hai…….
ager aap ko FB page banane me koi problem ho to aap comment kr shakte hai
main tarika mai batunga
Comments
Post a Comment